Jab koi baat bigad jaaye

Jab koi baat bigad jaaye, jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera, o humnawa

Na koi hai, na koi tha, zindagi mein tumhare siwa
Tum dena saath mera, o humnawa
Tum dena saath mera, o humnawa

Ho chandni jab tak raat, deta hai har koi saath
Tum magar andheron mein, na chhodna mera haath

Wafadari ki woh rasme, nibhayenge hum tum kasme
Ek bhi saans zindagi ki, jab tak ho apne bas mein

Movie: Jurm (1990)
Director: Mahesh Bhatt
Singers: Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Lyrics: Indeevar
Music Composer: Rajesh Roshan

A melodious song sung by Kumar Sanu and Sadhana Sargam. Although it is inspired by the song ‘500 miles’ by Peter, Paul and Mary, the lyrics by Indeevar makes it memorable and also sound Indian. Hope you enjoy it as much as I do. ~ S

Comments