Phir wahi raat hain khwaab ki

Phir wahi raat hain…
Phir wahi raat hain, phir wahi raat hain khwaab ki
Raat bhar khwaab mein dekha karenge tumhen
Phir wahi raat hain
Phir wahi raat hain, phir wahi raat hain khwaab ki
Raat bhar khwaab mein dekha karenge tumhen
Phir wahi raat hain

Masoom si neend mein jab koi sapna chale
Humko bula lena tum, palkon ke parde taley
Yeh raat hain khwaab ki, khwaab ki raat hain
Phir wahi raat hain
Phir wahi raat hain, phir wahi raat hain khwaab ki

Kaanch ke khwaab hain, aankhon mein chubh jaayenge
Palkon mein lena inhen, aankhon mein ruk jaayenge
Yeh raat hain khwaab ki, khwaab ki raat hain
Phir wahi raat hain
Phir wahi raat hain, phir wahi raat hain khwaab ki
Raat bhar khwaab mein dekha karenge tumhen
Phir wahi raat hain, raat hain, raat hain…

Movie: Ghar (1979)
Director: Manik Chatterjee
Singer: Kishore Kumar
Lyricist: Gulzar
Music Composer: R D Burman


As I said when I featured the other Ghar track some time ago, this is yet another lovely song from a wonderful soundtrack. It is laced with sadness but there is also the calm of a friend and a companion in this song. Gulzar’s lyrics are beautiful but I think the atmosphere created on screen is also laudable. The soft lacy curtains, the wind chimes, the nostalgia for a past without trauma, the shifting position of the actors throughout the song suggesting the offering and receiving of comfort―I find all of it very well done. ~ R

Comments