Kaun aaya ki nigaahon mein chamak jaag uthhi
Dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthhi

Kaun aaya
Kisske aane ki khabar leke hawaaen aayi
Kisske aane ki khabar leke hawaaen aayi
Jism se phool chatakane ki sadaaen aayi
Jism se phool chatakane ki sadaaen aayi
Rooh khilne lagi,
Rooh khilne lagi, saanson mein mahak jaag uthhi

Kissne yeh meri taraf dekh ke baahen kholi

Shokh jazbaat ne seene mein nigaahen kholi

Honthh tapne lage,
Honthh tapne lage, zulfon mein lachak jaag uthhi
Kisske haathon ne mere haathon se kuch maanga hain

Kisske khwabon ne meri raaton se kuch maanga hain

Saaz bajne lage
Saaz bajne lage, aanchal mein dhanak jaag uthhi

Movie: Waqt (1965)
Director: Yash Chopra
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Music Composer: Ravi

Asha Bhosle has some lovely songs in Waqt, one of which we have already featured on the blog. ‘Aage bhi jaane na tu’ is a very different song and it’s worth listening to that one and this just to see the way Asha Bhosle modulates her voice to match character and mood.
The lyrics of this song, the initial humming, the tinkling music, all of it make it a very soothing listen and a very hummable track. I find it a little creepy that Sadhana’s character apparently doesn’t realise that the character Raaj Kumar is playing is in the house with her and is the audience for a song she never meant for him but which he obviously misunderstands as talking about him. Ugh! Setting aside that creepiness, Sadhana looks lovely in the song, so this is a soothing watch as well.
The video linked here is rather obviously a copy-paste extension but it accommodates all three verses, which most videos online don’t seem to do. Enjoy! ~ R
Comments
Post a Comment