Abhi na jao chhod kar ke dil abhi bhara nahin
Abhi na jao chhod kar ke dil abhi bhara nahin
Abhi abhi toh aayi ho, abhi abhi toh
Abhi abhi toh aayi ho, bahar banke chhayi ho
Hawa zara mehak toh le, nazar zara behak toh le
Yeh shaam dhal toh le zara
Yeh shaam dhal toh le zara
Yeh dil sambhal toh le zara
Main thodi derr jee toh loon
Nashe ke ghoont pee toh loon
Nashe ke ghoont pee toh loon
Abhi toh kuchh kaha nahin
Abhi toh kuchh suna nahin
Abhi na jao chhod kar ke dil abhi bhara nahin
Sitaare jhilmila uthe
Sitaare jhilmila uthe, chirag jagmaga uthe
Bas ab na mujhko tokna
Bas ab na mujhko tokna
Na badhke raah rokna
Agar main ruk gayi abhi
Toh jaa na paoongi kabhi
Yehi kahoge tum sada ke dil abhi nahin bhara
Jo khatm ho kissi jagah yeh aisa silsila nahin
Abhi nahin, abhi nahin,
Nahin nahin nahin nahin
Abhi na jao chhod kar ke dil abhi bhara nahin
Adhoori aas, adhoori aas chhod ke
Adhoori pyaas chhod ke jo roz yun hi jaaogi
Toh kiss tarah nibhaaogi
Ke zindagi ki raah mein
Jawan dilon ki chaah mein kayi makam aayenge
Jo humko aazmaayenge
Bura na maano baat ka, yeh pyar hain gila nahin
Haan yehi kahoge tum sada
Ke dil abhi bhara nahin
Haan dil abhi bhara nahin
Nahin nahin nahin nahin
Movie: Hum Dono (1961)
Director: Amar Jeet
Singers: Mohammed Rafi, Asha Bhosle
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Music Composer: Jaidev

Hum Dono has another one of my Mohammed Rafi repeat listens, Main zindagi ka saath, which we have already featured here. For today’s post, I decided to feature the other song from this movie that I can listen to on repeat.
Dev Anand and a young Sadhana are really adorable on screen but how beautiful is the singing! I think both Mohammed Rafi and Asha Bhosle are amazing in this song and Jaidev’s music gives off just the right vibes for a sweet romance. Sahir Ludhianvi’s lyrics give this a wonderful conversational feel, and it is difficult for me to resist a smile when I hear this. Here’s hoping this one will make you smile too! ~ R
Comments
Post a Comment