Main zindagi ka saath nibhaata chala gaya
Har fikr ko dhuve mein udaata chala gaya
Har fikr ko dhuve mein udaa…
Barbaadiyon ka sogh manaana fizul tha
Barbaadiyon ka sogh manaana fizul tha
manaana fizul tha
manaana fizul tha
Barbaadiyon ka jashn manaata chala gaya
Barbaadiyon ka jashn manaata chala gaya
Har fikr ko dhuve mein udaa…
Jo mil gaya ussi ko muqaddar samajh liya

muqaddar samajh liya
muqaddar samajh liya
Jo kho gaya main ussko bhulaata chala gaya

Gham aur khushi mein farq na mehsoos ho jahan

na mehsoos ho jahan
na mehsoos ho jahan
Main dil ko uss makkam pe laata chala gaya

Movie: Hum Dono (1961)
Director: Amar Jeet
Singers: Mohammed Rafi
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Music Composer: Jaidev
This is a lovely ode to escapism, a renunciation of the human state of sorrow and worry, beautifully rendered by the singer with a delightful musical accompaniment. I don’t advocate lighting up to blow worries away in a cloud of smoke or even drowning in some substance to reach a place where there is no difference between joy and sorrow. But if escapism means curling up to the soft, pleasant trills of Jaidev’s composition and the intoxicating cadences of Rafi’s voice, I am game. I wonder what Sahir Ludhianvi was thinking when he wrote this song… Barbaadiyon ka jashn manaata chala gaya. ~ R

Comments
Post a Comment