Main chali main chali dekho pyaar ki galli

Main chali, main chali, dekho pyaar ki galli,
Mujhe roke na koi, main chali, main chali
Main chali, main chali, dekho pyaar ki galli,
Mujhe roke na koi, main chali, main chali

Na na na, meri jaan, dekho jaana na wahan
Koi pyaar ka lootera loote na, meri jaan
Na na na, meri jaan, dekho jaana na wahan
Koi pyaar ka lootera loote na, meri jaan

Yeh fiza, yeh hawa, yeh nazaare, yeh sama
Ab pyaar na hua toh phir kab hoga
Yeh fiza, yeh hawa, yeh nazaare, yeh sama
Ab pyaar na hua toh phir kab hoga

Koi khel toh nahi, yeh hain pyaar meri jaan
Tujhe pata bhi na chalega yeh jab hoga

Main chali, main chali, dekho pyaar ki galli,
Mujhe roke na koi, main chali, main chali

Hain deewani yeh jawani koi samjhaye kya
Kab rokne se rukhte hain deewane
Hain deewani yeh jawani koi samjhaye kya
Kab rokne se rukhte hain deewane

Tu hain abhi naadan, zara soch, meri jaan
Roz aate nahin din aise mastaane
Na na na, meri jaan, dekho jaana na wahan
Koi pyaar ka lootera loote na, meri jaan
Na na na, meri jaan, dekho jaana na wahan
Koi pyaar ka lootera loote na, meri jaan

Kahin aankh na milli, kahin dil na laga
Toh yeh pyaar ka zamana kis kaam aaya

Ho yeh rut yeh ghata bolo sochegi kya
Jo kisika na hothon pe naam aaya

Main chali, main chali, dekho pyaar ki galli,
Mujhe roke na koi, main chali, main chali

Ho na na, meri jaan, dekho jaana na wahan
Koi pyaar ka lootera loote na, meri jaan

Movie: Padosan (1968)
Director: Jyoti Swaroop
Singers: Lata Mangeshkar, Asha Bhosle
Lyricist: Rajendra Krishan
Music Composer: R D Burman
This week, I want to feature the humble bicycle. Once a staple of the Bollywood movie, this is now increasingly rare in Hindi films. And unlike the ‘car-driving, arrogant, shrewish, rich woman who would need to be tamed by the poor man hero’ trope, there was apparently an innocence that symbolized the bicycle riding young woman on the cusp of womanhood. So, this scenario recurred frequently in Hindi cinema with a bunch of girls out riding together. There was an older one with Nutan in Anari, ‘Banke panchchi gaye pyaar ka tarana,’ which was a strong contender for today’s post. But I have been biased in favour of Nutan once too often, so I opted to feature the lovely Saira Banu’s smile instead. This song also has the added pleasure of listening to both the Mangeshkar sisters, Lata and Asha, with R D Burman providing the music. ~ R

Comments