Yeh khamoshiyan yeh tanhaiyan
Mohabbat ki duniya hai kitni jawan haye
Yeh khamoshiyan yeh tanhaiyan
Mohabbat ki duniya hai kitni jawan ho
Yeh khamoshiyan yeh tanhaiyan
Aa ohh ah ha...
Yeh sardi ka mausam badan kanpe thar thar
Yeh sardi ka mausam badan kanpe thar thar
Yeh hai barf ke dher ya sang-e-marmar
Bana le na kyon apni jannat yahan
Yeh khamoshiyan yeh tanhaiyan
Mohabbat ki duniya hai kitni jawan ho
Yeh khamoshiyan yeh tanhaiyan
Yeh oonche pahadon ke magroor saaye
Yeh kehte hain unko nazar toh milaaye
Yeh kehte hain unko nazar toh milaaye
Farishtey bhi hain is jagah bezuban
Yeh khamoshiyan yeh tanhaiyan
Mohabbat ki duniya hai kitni jawan ho
Yeh khamoshiyan yeh tanhaiyan
Na purdah hai koyi, na hai koyi chilman
Jahan panv rakh de hai phislan hi phislan
Oh jahan panv rakh de hai phislan hi phislan
Kadam chodte ja rahe hain nishan
Yeh khamoshiyan yeh tanhaiyan
Mohabbat ki duniya hai kitni jawan
Yeh khamoshiyan yeh tanhaiyan
Aaa...
Movie: Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
Director: R.K. Nayyar
Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist: Rajendra Krishan
Music Composer: Ravi
Mohabbat ki duniya hai kitni jawan haye
Yeh khamoshiyan yeh tanhaiyan
Mohabbat ki duniya hai kitni jawan ho
Yeh khamoshiyan yeh tanhaiyan
Aa ohh ah ha...
Yeh sardi ka mausam badan kanpe thar thar
Yeh sardi ka mausam badan kanpe thar thar
Yeh hai barf ke dher ya sang-e-marmar
Bana le na kyon apni jannat yahan
Yeh khamoshiyan yeh tanhaiyan
Mohabbat ki duniya hai kitni jawan ho
Yeh khamoshiyan yeh tanhaiyan
Yeh oonche pahadon ke magroor saaye
Yeh kehte hain unko nazar toh milaaye
Yeh kehte hain unko nazar toh milaaye
Farishtey bhi hain is jagah bezuban
Yeh khamoshiyan yeh tanhaiyan
Mohabbat ki duniya hai kitni jawan ho
Yeh khamoshiyan yeh tanhaiyan
Na purdah hai koyi, na hai koyi chilman
Jahan panv rakh de hai phislan hi phislan
Oh jahan panv rakh de hai phislan hi phislan
Kadam chodte ja rahe hain nishan
Yeh khamoshiyan yeh tanhaiyan
Mohabbat ki duniya hai kitni jawan
Yeh khamoshiyan yeh tanhaiyan
Aaa...
Movie: Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
Director: R.K. Nayyar
Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist: Rajendra Krishan
Music Composer: Ravi
This enchanting song, shot on a snowy mountain, is a duet by Mohammed Rafi and Asha Bhosle picturised on Sunil Dutt and Leela Naidu.
Although famous for her stunning beauty and subtle acting, Leela Naidu acted in only nine films and shunned the limelight during her career. For me, this is the un-jaane part of the song because although many have written about her, Leela Naidu still seems quite intriguing. ~ S
Comments
Post a Comment