Daane daane pe likha hai khaanewale ka naam
Lenewale karod denewala ek raam
Daane daane pe likha hai khaanewale ka naam
Lenewale karod denewala ek raam
Koyi kitna ameer ho ya kitna ghareeb
Khaaye utna hi jitna hai uska naseeb
Koyi kitna ameer ho ya kitna ghareeb
Khaaye utna hi jitna hai uska naseeb
Aage malik ke chalta nahin koi daam
Lenewale karod denewala ek raam
Daane daane pe likha hai khaanewale ka naam
Lenewale karod denewala ek raam
Teri kismat ki likhi huyi hai kitaab
Tere ek ek din ka hai us mein hisaab
Teri kismat ki likhi huyi hai kitaab
Tere ek ek din ka hai us mein hisaab
Tere bas mein na subah hai na teri shaam
Lenewale karod denewala ek raam
Daane daane pe likha hai khaanewale ka naam
Lenewale karod denewala ek raam
Kabhi garmi ki mauj kabhi baarish ka rang
Aise chakkar ko dekh saari duniya hai dang
Kabhi garmi ki mauj kabhi baarish ka rang
Aise chakkar ko dekh saari duniya hai dang
Chaand suraj zamin sab uske gulaam
Lenewale karod denewala ek raam
Daane daane pe likha hai khaanewale ka naam
Lenewale karod denewala ek raam
Lenewale karod denewala ek raam
Movie: Baarish (1957)
Director: Shankar Mukherjee
Singer: Chitalkar Ramchandra
Lyricist: Rajinder Krishan
Music Composer: Chitalkar Ramchandra

A philosophical, yet light-hearted, song picturised on Dev Anand. ~ S
Comments
Post a Comment