Zindagi jab bhi teri bazm mein laati hain humein

Yeh zameen chaand se behtar nazar aati hain humein

Surkh phoolon se mehak uthti hain dil ki raahein

Din dhale yun teri awaaz bulaati hain humein

Yaad teri kabhi dastak, kabhi sargoshi se

Raat ke pichle pehar roz jagaati hain humein

Har mulaaqat ka anjaam judaai kyun hain
Har mulaaqat ka anjaam judaai kyun hain
Ab toh har waqt yehi baat sataati hain humein

Movie: Umrao Jaan (1981)
Director: Muzaffar Ali
Singer: Talat Aziz
Lyricist: Shahryar
Music Composer: Khayyam

I feel like this should have been a song for the Valentine’s month but I missed that opportunity. Better late than never though.
In my books, this ranks as among the best love songs. What better encomium than to be told that being with you makes this world a better place! Shahryar’s lyrics are lovely and Rekha is, as in most shots in this movie, divine on screen. I am not sure why it took so long to get this song on our blog! We can only rectify this omission immediately! ~ R
Comments
Post a Comment