Aplam chaplam, chaplaayi re duniya ko chhod
Teri gali aayi re aayi re aayi re

Ho duniya ko chhod teri gali aayi re aayi re aayi re
Bada majboor kiya, haay tere pyaar ne
Maar diya maar diya, haay tere pyaar ne
Bada majboor kiya, haay tere pyaar ne
Maar diya maar diya, haay tere pyaar ne
Ab pachhtaye dil, haay kit jaaye dil
Ab pachhtaye dil, haay kit jaaye dil
Kaahe koyi aag lagayi re lagayi re lagayi re

Teda meda khel hai yeh pyaar jo mein jaanti
Bhool ke bhi baat kabhi dil ki na maanti

Dil beimaan hua, dekho ji paraya hua
Dil beimaan hua, dekho ji paraya hua
Roye roye jaan gavayi re gavayi re gavayi re

Daga denewaala dekho kaisa daga de gaya
Chhod gaya yaad aur dil mera le gaya
Daga denewaala dekho kaisa daga de gaya
Chhod gaya yaad aur dil mera le gaya
Maine hi kusoor kiya, aise ko jo dil diya

Sudh budh sab bisraayi re

Movie: Azaad (1955)
Director: S. M. Sriramulu Naidu
Singers: Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Lyricist: Rajendra Krishan
Music Composer: C Ramchandra

Azaad, the Hindi remake of Malaikkallan (1954), produced and directed by SM Sriramulu Naidu, was a hit in both languages because of its songs.
This song has a Tamil version, Neeli magan nee allava, quite different in tune and lyrics. However, both featured the dancers Sayee and Subbulakshmi, popularly known as Sayee–Subbulakshmi.
It’s a jolly song with good lyrics, excellent singing, and wonderfully synchronized dancing. Enjoy! ~S
Comments
Post a Comment