Thandi hawa yeh chaandni suhaani
Ae mere dil suna koi kahaani
Lambi si ikk dagar hain zindagaani
Ae mere dil suna koi kahaani
Saare haseen nazaare, sapno mein kho gaye
Sar rakh ke aasmaan pe parbat bhi so gaye
Saare haseen nazaare, sapno mein kho gaye
Sar rakh ke aasmaan pe parbat bhi so gaye
Mere dil tu suna koi aisi daastaan
Jisko sunkar mile chain mujhe meri jaan
Ae mere dil suna koi kahaani
Lambi si ikk dagar hain zindagaani
Ae mere dil suna koi kahaani
Saare haseen nazaare, sapno mein kho gaye
Sar rakh ke aasmaan pe parbat bhi so gaye
Saare haseen nazaare, sapno mein kho gaye
Sar rakh ke aasmaan pe parbat bhi so gaye
Mere dil tu suna koi aisi daastaan
Jisko sunkar mile chain mujhe meri jaan
Manzil hain anjaani
Thandi hawa yeh chaandni suhaani
Ae mere dil suna koi kahaani
Aise main chal raha hoon, pedon ki chhaav mein
Jaise koi sitaara, baadal ke gaav mein
Aise main chal raha hoon, pedon ki chhaav mein
Jaise koi sitaara, baadal ke gaav mein
Mere dil tu suna koi aisi daastaan
Jisko sunkar mile chain mujhe meri jaan
Manzil hain anjaani
Thandi hawa yeh chaandni suhaani
Ae mere dil suna koi kahaani
Thodi si raat beeti, thodi si reh gayi
Khaamosh ruth na jaane, kya baat keh gayi
Mere dil tu suna koi aisi daastaan
Jisko sunkar mile chain mujhe meri jaan
Manzil hain anjaani
Thandi hawa yeh chaandni suhaani
Ae mere dil suna koi kahaani
Lambi si ikk dagar hain zindagaani
Ae mere dil suna koi kahaani
Movie: Jhumroo (1961)
Director: Shankar Mukherjee
Singer: Kishore Kumar
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Kishore Kumar
Thandi hawa yeh chaandni suhaani
Ae mere dil suna koi kahaani
Aise main chal raha hoon, pedon ki chhaav mein
Jaise koi sitaara, baadal ke gaav mein
Aise main chal raha hoon, pedon ki chhaav mein
Jaise koi sitaara, baadal ke gaav mein
Mere dil tu suna koi aisi daastaan
Jisko sunkar mile chain mujhe meri jaan
Manzil hain anjaani
Thandi hawa yeh chaandni suhaani
Ae mere dil suna koi kahaani
Thodi si raat beeti, thodi si reh gayi
Khaamosh ruth na jaane, kya baat keh gayi
Mere dil tu suna koi aisi daastaan
Jisko sunkar mile chain mujhe meri jaan
Manzil hain anjaani
Thandi hawa yeh chaandni suhaani
Ae mere dil suna koi kahaani
Lambi si ikk dagar hain zindagaani
Ae mere dil suna koi kahaani
Movie: Jhumroo (1961)
Director: Shankar Mukherjee
Singer: Kishore Kumar
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Kishore Kumar
My fascination with descriptions of nature in movie songs continues. And I am surprised that I missed this, because I love this song. And it provides such beautiful images of the scenery at night. “Sar rakh ke aasmaan pe parbat bhi so gaye” is oh so lovely an image as is the idea of being a star wandering in a village of clouds!
I also like the idea of solitude in this song, of finding amusement and comfort in your own company. It makes me think of solo trips and enjoying being in nature by yourself. ~ R
Comments
Post a Comment