Hmmm...
Haan yoon hi mehke preet piya ki mere anuraagi mann mein
Rajnigandha phool tumhare, mehke yoon hi jeevan mein

Adhikaar yeh jab se saajan ka har dhadkan par maana maine

Aunty, aunty aap kahani sunaogi?
Zaroor sunaoongi. Idhar aao. Bolo kaunse kahani sunoge?
Totthe aur bandhar ki!
Achcha? Chalo sunaoongi.
Zaroor sunaoongi. Idhar aao. Bolo kaunse kahani sunoge?
Totthe aur bandhar ki!
Achcha? Chalo sunaoongi.
Adhikaar yeh jab se saajan ka har dhadkan par maana maine
Main jab se unke saath bandhi, yeh bhed tabhi jaana maine
Kitna sukh hain bandhan mein
Rajanigandha phool tumhare, mehke yoon hi jeevan mein
Haan yoon hi mehke preet piya ki mere anuraagi mann mein
Har pal meri in aankhon mein bas rehte hain sapne unke

Mann kehta hain main rangon ki, ik pyaar bhari badli ban ke
Barsoon un ke aangan mein
Rajnigandha phool tumhare, mehke yoon hi jeevan mein
Haan yoon hi mehke preet piya ki mere anuraagi mann mein
Movie: Rajnigandha (1974)
Director: Basu Chatterjee
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist: Yogesh
Music Composer: Salil Chowdhury

Recently, our yard was cleared of weeds and shrubs, which meant I could see the large styrofoam boxes I use to plant whatever takes my fancy. I remembered one particular plant – the Rajnigandha or Tuberose. I love those flowers.
I started humming the song rajnigandha phool tumhaare. Hence this post.
I do not remember trivia related to this song/movie, nor did I try to find any. All I can tell you is that this is the title song of the 1974 movie Rajnigandha.
I have a note to myself though: It’s time to plant the Rajnigandha again. ~ S
Comments
Post a Comment