Masti bhara hai sama

Masti bhara hai sama
Hum tum hai dono yahaan
Aankhon mein aaja dil mein sama ja
Jhoome zameen aasmaan
Masti bhara hai sama
Hum tum hai dono yahaan
Aankhon mein aaja dil mein sama ja
Jhoome zameen aasmaan
Masti bhara hai sama

Neeli aankh mila lo ji
Dil mein aaj chhupa lo ji
Neeli aankh mila lo ji
Dil mein aaj chhupa lo ji
Baahon mein baahein daalo ji
Gir na jaaye sambhaalo ji
Bheegi hawaon mein aisi fizaon mein
Hosh mujhe hai kahaan
Masti bhara hai sama
Hum tum hai dono yahaan
Aankhon mein aaja dil mein sama ja
Jhoome zameen aasmaan
Masti bhara hai sama

Pyaar se pyaar sajaaye chal
Mann ki pyaas bujhaaye chal
Pyaar se pyaar sajaaye chal
Mann ki pyaas bujhaaye chal
Pyaar ka raag sunaaye chal
Dil ka saaz bajaaye chal
Panchi bhi gaayenge sabko sunaayenge
Teri meri daastaan
Masti bhara hai sama
Hum tum hai dono yahaan
Aankhon mein aaja dil mein sama ja
Jhoome zameen aasmaan
Masti bhara hai sama

Aa aa aa…

Movie: Parvarish (1958)
Director: S. Bannerjee
Singers: Lata Mangeshkar, Manna Dey
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Music Composer: Dattaram Wadkar


Dattaram Wadkar, the composer of this song, worked with Shankar-Jaikishan as a music arranger and percussionist. They encouraged him to compose music independently, but he continued assisting them and did very few films on his own.
Wadkar is most known for the song Aansu bhari hai from the film Parvarish. However, I chose Mama o mama earlier because I usually shy away from sad songs. For the same reason, once again I am choosing to post this song.
Excellently rendered by Manna Dey and Lata Mangeshkar, this is a fast-paced song from a time when songs tended to be slow and relaxed.

Comments