Woh ek nigaah kya mili

Tararara…
Ahahaha…
Lalalala…
Ahahaha…

Woh mere peechhe haath dhoke pada hai
Bacha le mujhe, bacha le mujhe
Woh mere peechhe haath dhoke pada hai
Bacha le mujhe, bacha le mujhe

Woh ek nigaah kya mili tabiyatein machal gayi
Woh ek nigaah kya mili tabiyatein machal gayi
Zara woh muskuraha diye shamayein jaise jal gayi
Zara woh muskuraha diye shamayein jaise jal gayi

Woh ek nigaah kya mili tabiyatein machal gayi
Woh ek nigaah kya mili tabiyatein machal gayi

Ahahaha…
Hehehe…

Kabse dil ko iss ghadi ka intezaar tha
Shaam-o-sehar mera pyaar bekaraar tha
Kabse dil ko iss ghadi ka intezaar tha
Shaam-o-sehar mera pyaar bekaraar tha

Hey hey sitara woh chamak utha toh kismatein badal gayi
Sitara woh chamak utha toh kismatein badal gayi
Woh ik nigaah kya mili tabiyatein machal gayi
Woh ik nigaah kya mili tabiyatein machal gayi

Meetha meetha la-ilaaj ek dard tha
Kya bataoon dil ko mere kaisa marz tha
Meetha meetha la-ilaaj ek dard tha
Kya bataoon dil ko mere kaisa marz tha

Hey hey mareez ispe jee sakenge haalatein sambhal gayi
Mareez ispe jee sakenge haalatein sambhal gayi
Woh ek nigaah kya mili tabiyatein machal gayi
Woh ek nigaah kya mili tabiyatein machal gayi

Hahaha…
Hey hahaha…

Jee phira ke yaar mein kaisi bekasi
Kaise paas aayein raah soojhti na thi
Jee phira ke yaar mein kaisi bekasi
Kaise paas aayein raah soojhti na thi
Tera hazaar shukriya musibatein woh tal gayi
Tera hazaar shukriya musibatein woh tal gayi
Woh ik nigaah kya mili tabiyatein machal gayi
Woh ik nigaah kya mili tabiyatein machal gayi

Zara woh muskuraha diye shamayein jaise jal gayi
Zara woh muskuraha diye shamayein jaise jal gayi
Woh ek nigaah kya mili tabiyatein machal gayi
Woh ek nigaah kya mili tabiyatein machal gayi

Movie: Half Ticket (1962)
Director: Kalidas
Singers: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lyricist: Shailendra
Music composer: Salil Chowdhury


Kishore Kumar as the jolly hero, singing silly songs, Pran as the clumsy villain chasing him, and the beautiful Helen dancing and smiling sweetly—this was exactly what I needed to lift my spirits.
I have already chosen Aake seedhi lagi dil pe from this movie and waxed lyrical over the Kishore-Pran pairing. I love it so much that I can't help repeating myself.
I wonder who decided to cast Pran in this role. Well, whoever that may be, Pran's performance as the exasperated villain who doesn't know what to do with the boisterous Kishore is wonderful!
Hope you enjoy it as much as I do. ~ S

Comments