Sur na saje kya gaoon main

Aaaa...
Sur na saje, kya gaoon main
Sur na saje, kya gaoon main
Sur ke bina jeevan soona
Sur ke bina jeevan soona
Sur na saje, kya gaoon main
Sur na saje...

Dono jahan mujhse roothe
Dono jahan mujhse roothe
Tere bina yeh geet bhi jhoothe
Tere bina yeh geet bhi jhoothe
Sur na saje, kya gaoon main
Sur ke bina jeevan soona
Sur ke bina jeevan soona
Sur na saje...

Jalte gaya jeevan mera
Jalte gaya jeevan mera
Is raat ka na hoga savera
Is raat ka na hoga savera
Sur na saje, kya gaoon main
Sur ke bina jeevan soona
Sur ke bina jeevan soona
Sur na saje...

Sangeet man ko pankh lagaaye
Geeton se rimjhim ras barsaaye
Sangeet man ko pankh lagaaye
Geeton se rimjhim ras barsaaye
Swar ki saadhana
Swar ki saadhana parmeshwar ki

Sur na saje, kya gaoon main
Sur ke bina jeevan soona
Sur ke bina jeevan soona
Sur na saje, kya gaoon main
Sur na saje...

Movie: Basant Bahar (1956)
Director: Raja Nawathe
Singer: Manna Dey
Lyricist: Shailendra
Music Composers: Shankar-Jaikishan


This is a family favourite. It is a sad song, which is probably why I never posted it.
Shailendra's lyrics, though simple, are enhanced by the crests and troughs in Shankar-Jaikishan's music. Sung wonderfully by Manna Dey, it almost always moves me to tears. ~ S

Comments