Tum besahara ho toh kisika sahara bano
Another feel-good song that tells you how to cope with the troubles you face. Although the tune is run-of-the-mill, the lyrics are soothing. The song has been picturized near a river, which makes up for the rather formulaic, cliché scenes. ~ S
Tum besahara ho toh kisika sahara bano
Tumko apne aap hi sahaara mil jayega
Kashti koi doobti pahuncha do kinare pe
Tumko apne aap hi kinara mil jayega
Tum besahara ho toh kisika sahara bano
Tum besahara ho toh...
Hans kar zinda rehna padta hai
Apna dukh khud sehna padta hai
Rasta chahe kitna lamba ho
Dariya ko toh behna padta hai
Dariya ko toh behna padta hai
Ho... tum ho ek akele toh ruk mat jao chalo niklo
Raste mein koi sathi tumhara mil jayega
Tum besahara ho toh kisi ka sahara bano
Tum besahara ho toh...
La lalala...
Jeevan toh ek jaisa hota hai,
Koi hansta koi rota hai
Sabr se jeena aasan hota hai
Fikr se jeena mushkil hota hai
Fikr se jeena mushkil hota hai
Oh... thode phool hain kante hain
Jo taqdeer ne bante hain
Humko isme se hissa humara mil jayega
Tum besahara ho toh kisika sahara bano
Tum besahara ho toh...
Movie: Anurodh (1977)
Director: Shakti Samanta
Singers: Manna Dey & chorus
Lyricist: Anand Bakshi
Music Composer(s): Laxmikant-Pyarelal
Tumko apne aap hi sahaara mil jayega
Kashti koi doobti pahuncha do kinare pe
Tumko apne aap hi kinara mil jayega
Tum besahara ho toh kisika sahara bano
Tum besahara ho toh...
Hans kar zinda rehna padta hai
Apna dukh khud sehna padta hai
Rasta chahe kitna lamba ho
Dariya ko toh behna padta hai
Dariya ko toh behna padta hai
Ho... tum ho ek akele toh ruk mat jao chalo niklo
Raste mein koi sathi tumhara mil jayega
Tum besahara ho toh kisi ka sahara bano
Tum besahara ho toh...
La lalala...
Jeevan toh ek jaisa hota hai,
Koi hansta koi rota hai
Sabr se jeena aasan hota hai
Fikr se jeena mushkil hota hai
Fikr se jeena mushkil hota hai
Oh... thode phool hain kante hain
Jo taqdeer ne bante hain
Humko isme se hissa humara mil jayega
Tum besahara ho toh kisika sahara bano
Tum besahara ho toh...
Movie: Anurodh (1977)
Director: Shakti Samanta
Singers: Manna Dey & chorus
Lyricist: Anand Bakshi
Music Composer(s): Laxmikant-Pyarelal
Comments
Post a Comment