Hawa chale kaise, hawa chale kaise
Na tu jaane na main janoo, jaane wohi jaane
Hawa chale kaise, hawa chale kaise
Na tu jaane na main janoo, jaane wohi jaane
Ghata ude kaise, ghata ude kaise
Na tu jaane na main janoo, jaane wohi jaane
La...lalalalala...
Thaam kar ik pankhdi ka haath chupke chupke
Phool se titli ne ki kya baat chupke chupke
Aa zara karen bata woh shayad de bata
Hawa chale kaise, hawa chale kaise
Na tu jaane na main janoo, jaane wohi jaane
Parbato ke sar pe jhukthi ghatayen
Daaliyo ko choothi thandi hawayen
Khamoshi ki lay pe gaathi fizayen
Mastiyon mein doobi meethi sadayen
Kaho kaun bheje kaun laye, kahan se aaye
Bolo kahan ko jaaye,
Tum bhi socho, main bhi sochoon
Mil jul ke bujhe paheli
Hawa chale kaise, hawa chale kaise
Na tu jaane na main janoo, jaane wohi jaane
Bolo barf ki chaadar kisne daali hai
Bolo dhundh mein yeh dhoop kisne paali hai
Lalalalala... lalalala...
Kaise meethe sapno ka jaadu chalta hai
Kaise suraj ugta hai chanda dhalta hai
Tumko sab maloom hai, teacher, humko bhi batlao na
Saat samundar paar hai ek sapno ka sansaar
Uska jadugar sardaar, rakhta pariyon ka darbaar
Usko aate khel hazaar, karta sab bachchon se pyaar
Jaane jaane jaane jaane wohi jaane
Lalalalala... lalalala...
Movie: Daag (1973)
Director: Yash Chopra
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Music Composers: Laxmikant-Pyarelal

Mere dil mein aaj kya haiā¦ This is probably the most famous song from the 1973 movie Daag. However, the movie has much more of the magic of Sahir Ludhianvi. He even used the poem he wrote in thanks after receiving the Padma Shri award. It was recited by Rajesh Khanna and now is used in many videos paying tribute to him.
I have chosen neither. This is a jolly rail song. It talks of how nature is under the control of a magician/king who loves children. That seemed a nice way of looking at the constant rain, which depresses me but is otherwise much needed. ~ S
Comments
Post a Comment