Ae dil mujhe aisi jagah le chal jahan koi na ho
Movie: Arzoo (1950)
Director: Shaheed Latif
Singer: Talat Mehmood
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Anil Biswas
Ae dil mujhe aisi jagah le chal jahan koi na ho
Apna paraaya, meharban nameharban koi na ho
Ae dil mujhe aisi jagah le chal jahan koi na ho
Jaakar kahin kho jaoon main
Neend aaye aur so jaoon main
Neend aaye aur so jaoon main
Jaakar kahin kho jaoon main
Neend aaye aur so jaoon main
Neend aaye aur so jaoon main
Duniya mujhe dhoondhe
Magar mera nishan koi na ho
Duniya mujhe dhoondhe
Magar mera nishan koi na ho
Ulfat ka badla mil gaya
Woh gham luta woh dil gaya
Woh gham luta woh dil gaya
Ulfat ka badla mil gaya
Woh gham luta woh dil gaya
Woh gham luta woh dil gaya
Chalna hai sab se door door
Ab kaarwan koi na ho

This song in Talat Mehmood’s dulcet tones gave him his first big break in Bollywood. The movie was loosely based on Wuthering Heights, where Dilip Kumar loved playing Heathcliff! Now, I don’t know anything about the story, but I can relate to these lyrics: ‘Ae dil mujhe aisi jagah le chal jahan koi na ho, Jaakar kahin kho jaoon main, Neend aaye aur so jaoon main.’
I am tired. I want to sleep continuously for 48 hours. This is quite impossible, as various duties and tasks beckon. Let me, at the very least, enjoy this song with you! ~ S
Comments
Post a Comment