Teri duniya se hoke majboor chala
Main bahut dur, bahut dur, bahut dur chala
Teri duniya se hoke majboor chala
Main bahut dur, bahut dur, bahut dur chala
Teri duniya se
Iss kadar dur ke phir laut ke bhi aa na saku
Aissi manzil pe jahaan khud ko bhi main paa na saku
Aur majboori hain kya,
Aur majboori hain kya, itnaa bhi batla na saku
Teri duniya se hoke majboor chala
Main bahut dur, bahut dur, bahut dur chala
Teri duniya se
Aankh bhar aayi agar, ashqo ko main pi lunga
Aah nikli jo kabhi, hothon ko main si lunga
Tujhse vaada hain kiya,
Tujhse vaada hain kiya, iss liye main ji lunga
Teri duniya se hoke majboor chala
Main bahut dur, bahut dur, bahut dur chala
Teri duniya se
Khush rahe tu hain jahaan, le ja duaen meri
Teri raahon se juda ho gayi raahen meri
Kuch nahin saath mere,
Kuch nahin saath mere, bas hain khataaen meri
Teri duniya se hoke majboor chala
Main bahut dur, bahut dur, bahut dur chala
Teri duniya se
Movie: Pavitra Paapi (1970)
Director: Rajendra Bhatia
Singer: Kishore Kumar
Lyricist: Prem Dhawan
Music Composer: Prem Dhawan

I wanted to feature this song earlier for another prompt we had set ourselves but it didn’t quite work so I saved it, and this week, I have decided to use it. Why? Because I wanted to hear Kishore Kumar and watch a young Parikshit Sahni on screen. That’s the mood I am indulging this week.
This Kishore Kumar number is one of my favorites. Although it does seem very incongruous to see a young, fresh-faced Parikshit Sahni on screen and to hear the deep, robust voice of Kishore Kumar. But oh, what a voice! And how well this song is rendered! It always leaves me feeling sad!
Apparently, when Kishore Kumar passed away, this song was played as tribute on radio and TV. I don’t know if ‘enjoy’ is the right word here, but try plugging in earphones, closing your eyes and listening to the sadness in Kishore Kumar’s voice. It’s a worthwhile experience. And the lyrics “Kuch nahin saath mere, bas hain khataaen meri”. What a world of regret is contained therein! And I have definitely felt that way at one point or another. ~ R
Comments
Post a Comment