Hmm hmm
Ik ritu aaye ik ritu jaaye re
Mausam badle na badle naseeb
Ik ritu aaye ik ritu jaaye re
Mausam badle na badle naseeb
Kaun jatan karoon kaun upaaye
Ik ritu aaye ik ritu jaaye re
Mausam badle na badle naseeb
Ik ritu aaye ik ritu jaaye re
Mausam badle na badle naseeb
Ik ritu aaye ik ritu jaaye re
Mausam badle na badle naseeb
Kaun jatan karoon kaun upaaye
Ik ritu aaye ik ritu jaaye re
Mausam badle na badle naseeb
Tak tak sookhe parbat aankhen taras gayi
Baadal toh na barse aankhen baras gayi
Tak tak sookhe parbat aankhen taras gayi
Baadal toh na barse aankhen baras gayi
Baras baras dukh badhta jaaye
Ik ritu aaye ik ritu jaaye re
Mausam badle na badle naseeb
Ho o ho o...
Baadal toh na barse aankhen baras gayi
Tak tak sookhe parbat aankhen taras gayi
Baadal toh na barse aankhen baras gayi
Baras baras dukh badhta jaaye
Ik ritu aaye ik ritu jaaye re
Mausam badle na badle naseeb
Ho o ho o...
Pyaasi banjar dharti kiska pet bhare
Bhookhe pyaase bachhe, kheti kaun kare
Arre pyaasi banjar dharti kiska pet bhare
Bhookhe pyaase bachhe kheti kaun kare
Ma ki mamta neer bahaaye
Ik ritu aaye ik ritu jaaye
Mausam badle na badle naseeb
Aa...
Pyaar na seekha nafrat karna seekh liya
Sab logon ne ladna marna seekh liya
Arre pyaar na seekha nafrat karna seekh liya
Sab logon ne ladna marna seekh liya
Inko jeena kaun sikhaaye
Ik ritu aaye ik ritu jaaye
Mausam badle na badle naseeb
Ik ritu aaye ik ritu jaaye
Mausam badle na badle naseeb
Hmm...
Badle naseeb
Hmm...
Mausam badle na badle naseeb
Movie: Gautam Govinda (1979)
Director: Subash Ghai
Singer: Kishore Kumar
Lyricist: Anand Bakshi
Music Composers: Laxmikant-Pyarelal
Bhookhe pyaase bachhe, kheti kaun kare
Arre pyaasi banjar dharti kiska pet bhare
Bhookhe pyaase bachhe kheti kaun kare
Ma ki mamta neer bahaaye
Ik ritu aaye ik ritu jaaye
Mausam badle na badle naseeb
Aa...
Pyaar na seekha nafrat karna seekh liya
Sab logon ne ladna marna seekh liya
Arre pyaar na seekha nafrat karna seekh liya
Sab logon ne ladna marna seekh liya
Inko jeena kaun sikhaaye
Ik ritu aaye ik ritu jaaye
Mausam badle na badle naseeb
Ik ritu aaye ik ritu jaaye
Mausam badle na badle naseeb
Hmm...
Badle naseeb
Hmm...
Mausam badle na badle naseeb
Movie: Gautam Govinda (1979)
Director: Subash Ghai
Singer: Kishore Kumar
Lyricist: Anand Bakshi
Music Composers: Laxmikant-Pyarelal
Picturised on Vijay Arora, this is a popular song from the not-so-well-known movie Gautam Govinda. Arora is shown riding a bicycle, with Shashi Kapoor on the backseat.
Anand Bakshi lists melancholic truths in his lyrics, which Kishore Kumar sings in a soft, pathos-filled voice. However, the music is soothing. Laxmikant-Pyarelal have used a bicycle bell throughout the song, which was a brilliant touch!
I dedicate this song to my uncle, whose first death anniversary is on November 29. He was a wonderful singer with a voice that resembled Kishore Kumar’s. ~ S
Comments
Post a Comment