Duniya bananewaale kya tere mann mein samayi
Kaahe ko duniya banayi, tune kaahe ko duniya banayi

Kaahe banaye tune maati ke putle
Dharti yeh pyaari pyaari, mukhde ye ujjle
Kaahe banaya tu ne duniya ka khela
Kaahe banaya tu ne duniya ka khela
Jis mein lagaya jawaani ka mela
Gupchup tamasha dekhe, waah re teri khudayi

Tu bhi toh tadpa hoga mann ko banakar
Toofan ye pyaar ka mann mein chhupakar
Koi chhabi toh hogi aankhon mein teri
Koi chhabi toh hogi aankhon mein teri
Aansoo bhi chhalke honge palkon se teri
Bol kya sujhi tujhko, kaahe ko preet jagayi

Preet banake tune jeena sikhaya
Hansna sikhaya, rona sikhaya
Jeevan ke path par meet milaye
Jeevan ke path par meet milaye
Meet milake tune sapne jagaye
Sapne jagake tune, kaahe ko de di judayi

Movie: Teesri Kasam (1966)
Director: Basu Bhattacharya
Singer: Mukesh
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Music Composers: Shankar-Jaikishan

Well, ok, this isn’t exactly a travel song but have you seen Waheeda Rehman in the song?! And it does start off in a bullock cart and nearly all of the movie revolves around the bullock cart and its driver. Besides, have you seen Waheeda Rehman in the song/movie?! Every emotion of the story narrated to her in between the verses of the song and of the song itself are on her face and that deep sigh at the end! Sigh!
Moreover, given the current news cycle filled with global warming, fundamentalism and violence, the first two lines frequently come to mind if you are someone who believes in a Creator. ~ R
Comments
Post a Comment