Arre gham ki aisi taisi… dhatt!
Gham ki aisi taisi? Nahin nahin…
Hmmm … gham…
Gham ek rog hai…
Kya bolte ho…
Insaan ke tan badan ke liye…
Heyyy…
Sa re ga ma pa dha ni sa
Kya phitkari maari hai, mast…
Haaan… Jo chain chahe…
Aye ai ai ai ai ai ai ai aiii…
Toh kaudi na rakh kafan ke liye… Haan…
Toh yeh panja idhar la bhai…
Chaahe koi khush ho chaahe gaaliyan hazaar dein
Arre mast Raam banke zindagi ke din guzaar dein

Mast Raam banke zindagi ke din guzaar dein
Hokapapalakapapa rumpapa

Pee ke dhandhli karoon toh mujhko jail bhej do
Hehehehe...
Bhaav agar badha bhi dalein sethiya toh gham na kar
Arre khaaye jaa maze ke saath jab talak udhaar dein

Khaaye jaa maze ke saath jab talak udhaar dein
Chaahe koi khush ho chaahe gaaliyan hazaar dein
Arre mast Raam banke zindagi ke din guzaar dein
Bhaav agar badha bhi dalein sethiya toh gham na kar
Arre khaaye jaa maze ke saath jab talak udhaar dein
Bhaav agar badha bhi dalein sethiya toh gham na kar
Khaaye jaa maze ke saath jab talak udhaar dein
Chaahe koi khush ho chaahe gaaliyan hazaar dein
Arre mast Raam banke zindagi ke din guzaar dein
Arre tere ki… Hawa nikal gayi…
Jack lagao…
Clik clik clik clik…
Stepney… pahiya… arre pumping…
Heyy…
Chaahe koi khush ho chaahe gaaliyan hazaar dein
Arre mast Raam banke zindagi ke din guzaar dein
Baant kar jo khaaye uspe apne jaan-o-dil lutaa

Arre jo bachaaye maal usko joothiyon ka haar dein
Jo bachaaye maal usko joothiyon ka haar dein

Jo bachaaye maal usko joothiyon ka haar de
Chaahe koi khush ho chaahe gaaliyan hazaar dein
Mast Raam banke zindagi ke din guzaar dein
Chaahe koi khush ho chaahe gaaliyan hazaar dein
Arre mast Raam banke zindagi ke din guzaar dein
Chaahe koi khush ho chaahe gaaliyan hazaar dein
Arre mast Raam banke zindagi ke din guzaar dein
Mast Raam… Mast Raam

Arre mast Raam… Mast Raam
Arre mast-mast mast-mast
Mast-mast mast Raam
Ho mast Raam
Ho mast Raam
Ho mast Raam
Aye aye aye aye aye…
Arre mast-mast mast-mast
Mast-mast mast Raam
Ho mast Raam
Ho mast Raam
Ho mast Raam
Aye aye aye aye aye…
Arre teri ki… phir hawa nikal gayi…
Movie: Taxi Driver (1954)
Director: Chetan Anand
Singers: Kishore Kumar, Johnny Walker
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Director: Chetan Anand
Singers: Kishore Kumar, Johnny Walker
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Music Composer: S D Burman
This song asks you to live without concern for others’ reactions. You will meet people who praise you and those who curse you. If you are indifferent to both, your life would be quite easy.
Although this might seem sombre advice, the lively voices of Kishore Kumar and Johnny Walker, the antics of the actors, and the march-like tune of the song make it entertaining. ~ S
Comments
Post a Comment