Zindagi ke safar mein guzar jaate hain jo makaam
Woh phir nahin aate, woh phir nahin aate
Zindagi ke safar mein guzar jaate hain jo makaam
Woh phir nahin aate, woh phir nahin aate
Phool khilte hain, log milte hain
Phool khilte hain, log milte hain magar
Pattjhad mein jo phool murjha jaate hain
Woh bahaaron ke aane se khilte nahin
Kuch log ik roz jo bichhad jaate hain
Woh hazaaron ke aane se milte nahin
Umr bhar chaahe koi pukaara karo unka naam
Woh phir nahin aate, woh phir nahin aate
Oh aankh dhokha hai, kya bharosa hai
Aankh dhokha hai, kya bharosa hai suno
Doston, shaq dosti ka dushman hai
Apne dil mein isse ghar banane na do
Kal tadapna pade yaad mein jinki
Rok lo, rooth kar unko jaane na do
Baad mein pyaar ke chaahe bhejo hazaaron salaam
Woh phir nahin aate, woh phir nahin aate
Subah aati hai, raat jaati hai
Subah aati hai, raat jaati hai, yunhi
Waqt chalta hi rehta hai rukta nahin
Ek pal mein yeh aage nikal jaata hai
Aadmi theek se dekh paata nahin
Aur parde pe manzar badal jaata hai
Ek baar chale jaate hain, jo din raat subah-o-shaam
Woh woh phir nahin aate, woh phir nahin aate

Movie/album: Aap Ki Kasam (1974)
Director: J Om Prakash
Singer: Kishore Kumar
Lyricist: Anand Bakshi
Music Composer: R D Burman
In the first quarter of 2021, we posted comedy songs in the hope that they might help us laugh. While we may have smiled and chuckled while choosing them and you while watching them, I am sure that the chaos and destruction wreaked by this pandemic were never far from our minds.
As we stand devastated in many ways, R and I thought of focusing on songs that had some sort of philosophy/life lessons/comments on life in the feeble hope that it might help comfort us in some way.
This song from the movie Aap Ki Kasam is the first of such songs. Through its lyrics, Anand Bakshi tells us that everything in our lives is dynamic. The events and seasons that have passed will never return. You may feel sad about this. However, you can also try to find relief in that the current bad times too shall pass. Here’s hoping that all of us find the strength to do so. ~ S
Comments
Post a Comment