Ek din bik jaayega maati ke mol
Jag mein reh jaayenge pyaare tere bol
Ek din bik jaayega maati ke mol
Jag me reh jaayenge pyaare tere bol
Dooje ke hothon ko dekar apne geet
Koi nishani chhod phir duniya se dol
Ek din bik jaayega maati ke mol
Jag mein reh jaayenge pyaare tere bol
La la lala la la la lala la
Anhoni path me kaante lakh bichhaaye
Honi toh phir bhi bichhda yaar milaaye
Anhoni path mein kaante lakh bichhaaye
Honi toh phir bhi bichhda yaar milaaye
Yeh birha yeh doori do pal ki majboori
Phir koi dilwala kaahe ko ghabraaye
Tarampam dhaara jo behti hai milke rehti hai
Behti dhaara ban ja phir duniya se gol
Ek din bik jaayega maati ke mol
Jag mein reh jaayenge pyare tere bol
La la lala la la la lala la
Jag mein reh jaayenge pyaare tere bol
Ek din bik jaayega maati ke mol
Jag me reh jaayenge pyaare tere bol
Dooje ke hothon ko dekar apne geet
Koi nishani chhod phir duniya se dol
Ek din bik jaayega maati ke mol
Jag mein reh jaayenge pyaare tere bol
La la lala la la la lala la
Anhoni path me kaante lakh bichhaaye
Honi toh phir bhi bichhda yaar milaaye
Anhoni path mein kaante lakh bichhaaye
Honi toh phir bhi bichhda yaar milaaye
Yeh birha yeh doori do pal ki majboori
Phir koi dilwala kaahe ko ghabraaye
Tarampam dhaara jo behti hai milke rehti hai
Behti dhaara ban ja phir duniya se gol
Ek din bik jaayega maati ke mol
Jag mein reh jaayenge pyare tere bol
La la lala la la la lala la
La la lala la la la lala la
Parde ke peechhe baithi saawal gori
Thaam ke tere mere man ki dori
Parde ke peechhe baithi saawal gori
Thaam ke tere mere man ki dori
Yeh dori na chhoote yeh bandhan na toote
Bhor honewali hai ab raina hai thodi
Tarampam sar ko jhukaye tu baitha kya hai yaar
Gori se naina jod phir duniya se gol
Ek din bik jaayega maati ke mol
Jag me reh jaayenge pyaare tere bol
La la lala la la la lala la
La la lala la la la lala la
La la lala la la la lala la
Movie: Dharam Karam (1975)
Director: Randhir Kapoor
Singer: Mukesh
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: R D Burman
Parde ke peechhe baithi saawal gori
Thaam ke tere mere man ki dori
Parde ke peechhe baithi saawal gori
Thaam ke tere mere man ki dori
Yeh dori na chhoote yeh bandhan na toote
Bhor honewali hai ab raina hai thodi
Tarampam sar ko jhukaye tu baitha kya hai yaar
Gori se naina jod phir duniya se gol
Ek din bik jaayega maati ke mol
Jag me reh jaayenge pyaare tere bol
La la lala la la la lala la
La la lala la la la lala la
La la lala la la la lala la
Movie: Dharam Karam (1975)
Director: Randhir Kapoor
Singer: Mukesh
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: R D Burman
This song from the film Dharam Karam brought its lyricist Majrooh Sultanpuri a Filmfare nomination for the Best Lyricist. It is played many times in the film and is sung by Mukesh, Kishore Kumar, and Sushma Shrestha. However, only Mukesh was nominated for Filmfare’s Best Male Playback Singer award.
I chose this song because of the lines ek din bik jaayega mati ke mol, jag mein reh jaayenge pyare tere bol. It seemed apt in these times of tragedy and death. They remind us of how ephemeral our life is and what little we leave behind.
The lines dhara jo behti hai milke rehti hai, behti dhara ban ja phir duniya se dol and dooje ke hothon ko dekar apne geet, koi nishani chhod phir duniya se dol tell you that what you leave behind may linger longer if you pass it on to others.
Be good, do good, and be remembered for it, the song seems to say. ~S
Comments
Post a Comment