Hoo hoooo
Thande thande paani se
Thande thande paani se nahana chaahiye
Ho
Thande thande paani se nahana chaahiye
Gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
Haan
Arre gaana aaye ya naa aaye gaana chaahiye
O puttara, thande thande paani se nahana chaahiye
Gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
Arre gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
Beta bajaao taali, gaate hain ham qawwaali
Bajne do ek taara, chhodo zara fawwara
Ye baalti uthaao, dholak isse banaao
Baithe ho kya ye lekar
Ye ghar hai ya hai threatre
Picture nahin hai jaana
Baahar nahin hai aana
Mummy ko bhi andar bulaana chaahiye
Teri mummy ko bhi andar bulaana chaahiye
Gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
Dhut!
Arre gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
Tum meri hathkadi ho
Tum door kyun khadi ho
Tum bhi zara naha lo
Do chaar geet gaa lo
Daaman ho kyun bachaati
Arre dukh sukh ke
Hum hain saathi
Chhodo hato anaadi

Meri bhigodi sadi
Tum kaise besharam ho
Bacchon se koi kam ho
Mummy ko toh ladne ka bahaana chaahiye
Chup be, shaitaan!
Mummy ko toh ladne ka bahaana chaahiye
Gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
Haan gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
He he ho ho aaa aaa
Lambi yeh taan chhodo
Tauba hai jaan chhodo
Yeh geet hai adhoora
Karte hain kaam poora
Ab shor mat karo ji
Sunte hain sab padosi
Hoy keh do padosiyon se
Kya?
Jhaanken na khidkiyon se
Darwaza khatkhataaya
Lagta hai koyi aaya

Arre keh do ke aa rahe hain
Sahab naha rahe hain
Ho...o...o
Mummy ko toh daddy se chhudaana chaahiye
Ab toh mummy ko daddy se chhudaana chaahiye
Gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
Arre gaana aaye ya naa aaye gaana chaahiye
Puttara, thande thande paani se nahana chaahiye
O thande thande paani se nahana chaahiye
Gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
Arre gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
Movie: Pati Patni Aur Woh (1978)
Director: B. R. Chopra
Singers: Asha Bhosle, Mahendra Kapoor, Poornima (Sushma) Shrestha
Lyricist: Anand Bakshi
Music Composer: Ravindra Jain

Pati Patni Aur Woh is a film full of misogyny, pathological lies, and workplace harassment. I was too young to understand that when I first saw it. Now that I am older and more aware, I despise the premise and many of the situations and dialogues in it.
However, I chose this song because I have always been a fan of Sanjeev Kumar. He was an exceptional actor who gave little or no thought to his ‘image’. Who better than him to prance around wearing underwear in a bathroom song?
Taken out of context of the film’s story, this is a funny song. It appeals to me also because the story and characters resemble ordinary real-life situations, and the actors looked like people next door. ~ S
Comments
Post a Comment