Main baajewala bawa

Main baajewala bawa
Na bhoot na koi chalawa
Usi ka beda par lage
Jo sune meri sargam
Ho bam chik bam bam bam
Ho bam chik bam bam bam

Main baajewala bawa
Na bhoot na koi chalawa
Usi ka beda par lage
Jo sune meri sargam
Ho bam chik bam bam bam bam
Ho bam chik bam bam bam bam

Hath na dekhoon baat na poochoon
Haal dilon ka janoon
Hath na dekhoon baat na poochoon
Haal dilon ka janoon
Tu mujhko na jaane re moorakh
Main tujhko pehchanoon
Na pagal na deewana
Main raji hoon mastana
Ek taan mein khushi jaga doon
Ek taan mein gam
Ho bam chik bam bam bam
Ho bam chik bam bam bam

Main baajewala bawa
Na bhoot na koi chalawa
Usi ka beda par lage
Jo sune meri sargam
Ho bam chik bam bam bam bam bam
Ho bam chik bam bam bam bam

Bam bam bam bam bam bam bam bam

Main sanyasi tujhko koi
Chaal na chalne doonga
Main sanyasi tujhko koi
Chaal na chalne doonga
Sun le beta aaj main
Teri daal na galne doonga
Tu jee le chahe mar le
Gusse mein kuch bhi kar le
Jidhar jaayega sath rahoonga
Tere main har dum
Ho bam chik bam bam bam
Ho bam chik bam bam bam

Main baajewala bawa
Na bhoot na koi chalawa
Usi ka beda par lage
Jo sune meri sargam
Ho bam chik bam bam bam
Ho bam chik bam bam bam bam

Teri nazrein bata rahi hai
Neeyat hai teri khoti
Teri nazrein bata rahi hai
Neeyat hai teri khoti
Laut ja warna bhasam
Karoonga gaakar raag gajoti
Kar lega tujhpe
Kaboo mera saat suron ka jadoo
Ang ang pe taal hai mere
Kadam kadam pe sung
Ho bam chik bam bam bam
Ho bam chik bam bam bam

Main baajewala bawa
Na bhoot na koi chalawa
Usi ka beda par lage
Jo sune meri sargam
Ho bam chik bam bam bam bam
Ho bam chik bam bam bam
Ho bam chik bam bam bam bam bam

Movie: Mulzim (1963)
Director: Nisar Ahmad Ansari
Singer: Mohammed Rafi
Lyricist: Shakeel Badayuni
Music Composer: Ravi
I wanted to feature a Johnny Walker song, but R had already chosen Sar jo tera chakraye from Pyaasa. I am happy she did, because then I could choose this song, an obscure one from a film that is not so well-known.
What makes this song so special is how Johnny Walker is shown playing so many instruments as the Baajewala Bawa. I have seen only one other song similar to this: Puducheri Katcheri from the Tamil movie Singaravelan. That even the lyrics are similar (Bum chik bum chik) makes me wonder whether the Hindi song inspired the Tamil one.
Anyway, Johnny Walker’s performance and Mohammed Rafi’s singing are both exuberant. I hope you enjoy this song as much as I do. ~ S

Comments