Ekdam sahi kaha hai ki jab khuda deta hai toh deta hai chhappad phaad ke
Jab khuda deta hai toh deta hai chhappad phaad ke

Jab khuda deta hai toh
Gaaanv ko jaayenge hum bombay mein jhande gaad ke

Dan dan dan dandadan...

Aa...
Director: M.L. Anand
Singers: Afzal Hussain, Bande Hasan, S. Balbir
Lyricist: Sarshar Sailani
Music Composer: A.R. Qureshi
Motor khareedi jayegi bangla banaya jayega

Bangle mein chhote laal ka photo lagaya jayega
Photo lagaya jayega
Mana motor khareedi jayegi bangla banaya jayega

Bangle mein sanni seth ka photo lagaya jayega

Dhobhi ka billein babuji kab tak chukaya jaayega?

Phaad doonga bill jo phaad doonga bill jo
Fir laaya hai kapde phaad ke
Jab khuda deta hai toh deta hai chhappad phaad ke
Jab khuda deta hai toh
La lalala la lalala la...

Aji sahib, kiraya deejiye ya room khali keejiye
Sahab kiraya deejiye ya room khali keejiye
Peechhe kiraya mangiye pehle ye chay peejiye

Aaa...
Humara hukam hai niklo janab munshi ji
Ke ho chuka hai barabar hisaab munshi ji
Kaise?
Wah munshi ji, bas itna sochne se bhi gaye

Tumne chay pi humari, hum kiraya pi gaye

Kab se peechhe pad rahe the
Kab se peechhe pad rahe the
Tum bhi panje jhaad ke
Jab khuda deta hai toh
Deta hai chhappad phaad ke
Jab khuda deta hai toh
La lalala la lalala la...
Tum bhi panje jhaad ke
Jab khuda deta hai toh
Deta hai chhappad phaad ke
Jab khuda deta hai toh
La lalala la lalala la...
Aaa...
Lo seth ka khat aa gaya, cheque aapka tayyar hai

Taxi ka bhaada ho agar hum sab ka beda paar hai
Hum sab ka beda paar hai hum sab ka beda paar hai

Kis gadhe ko aapki ijaj se inkar hai
Kis gadhe ko aapki ijaj se inkar hai
Banda bhi khidmatgar rahe hai
Banda bhi khidmatgar rahe hai
Aaye the bill ke liye aaye the bill ke liye
Jaate hain jebein jhaad ke
Jab khuda deta hai toh deta hai chhappad phaad ke
Jab khuda deta hai toh
La lalala la lalala la...
Movie: Khandan (1955)Kis gadhe ko aapki ijaj se inkar hai
Banda bhi khidmatgar rahe hai
Banda bhi khidmatgar rahe hai
Aaye the bill ke liye aaye the bill ke liye
Jaate hain jebein jhaad ke
Jab khuda deta hai toh deta hai chhappad phaad ke
Jab khuda deta hai toh
La lalala la lalala la...
Director: M.L. Anand
Singers: Afzal Hussain, Bande Hasan, S. Balbir
Lyricist: Sarshar Sailani
Music Composer: A.R. Qureshi
When no lyricist’s birth or death anniversary falls on a particular week, we usually feature someone whose date of birth or death is not known. On those lines, today I present the lyricist/writer Sarshar Sailani.
All I could gather about him from various sites is that he was born in 1914 and died in 1969. He wrote the dialogues for many hit movies, such as the Bharat Bhooshan-Madhubala starrer Barsaat Ki Raat. He also wrote the screenplay and lyrics for many others.
The song I have chosen today is from the film Khandan (1955), for which he wrote the screenplay, dialogues, and lyrics. This jolly song reminded me that you can sing, laugh, and be merry even as you face innumerable challenges.
Here’s hoping that film historians would someday compile more biographical information on Sarshar Sailani. ~ S
Comments
Post a Comment