Gar khuda mujhse kahe
Gar khuda mujhse kahe kuchh maang aye bande mere
Main ye maangoon
Main ye maangoon mehfilon ke daur yun chalte rahen
Humpyaala, humniwaala, humsafar, humraaz ho
Ta qayamat
Ta qayamat jo chiraagon ki tarah jalte rahen
Yaari hain imaan mera yaar meri zindagi
Arre, yaari hain imaan mera yaar meri zindagi
Pyaar ho bandon se yeh
Pyaar ho bandon se yeh sabse badi hain bandagi
Yaari hain
Yaari hain imaan mera yaar meri zindagi
Yaari hain imaan mera yaar meri zindagi
Saaz-e-dil chhedo jahaan mein,
Saaz-e-dil chhedo jahaan mein, pyaar ki gunje sada

Jin dilon mein pyaar hain unpe bahaaren ho fida
Pyaar leke noor aaya,
Pyaar leke noor aaya, pyaar leke saadgi

Arre jaan bhi jaaye agar
Jaan bhi jaaye agar yaari mein yaaron gham nahin

Apne hote yaar ho ghamgin matlab hum nahin
Hum jahaan hain uss jagah
Hum jahaan hain uss jagah jhoomegi naachegi khushi

Gul-e-gulzaar kyun bezaar nazar aata hain

Chashm-e-bad ka shikaar yaar nazar aata hain
Chhupa na humse, zara haal-e-dil suna de tu
Teri hansi ki qeemat kya hain, ye bata de tu

Kahe to aasmaan se chaand taaren le aaon
Haseen jawaan aur dilkash nazaare le aaon
Tera mamnoon hoon
Tera mamnoon hoon tu ne nibhaaya yaaraana
Teri hansi hain aaj sab se bada nazraana

Yaar ke hanste hi,
Yaar ke hanste hi, mehfil pe jawaani aa gayi, aa gayi
Yaari hain
Yaari hain imaan mera yaar meri zindagi
Yaari hain imaan mera yaar meri zindagi
Movie: Zanjeer (1973)
Director: Prakash Mehra
Singers: Manna Dey
Lyricist: Gulshan Bawra
Music Composer: Kalyanji-Anandji
“Pyaar ho bandon se yeh sabse badi hain bandagi” should be the anthem we revive for our age.

Zanjeer is where Amitabh Bachchan’s angry young man persona took root, created by the pen of the Salim-Javed duo. And yet, for me, this is the most memorable song of this film. The music of this movie was by Kalyanji-Anandji. Kalyanji was working as a solo composer when Gulshan first joined him as a lyricist. When the famous music duo came to be, they took Gulshan along for some part of the ride. Apparently, it was a film distributor Shantibhai Patel who gave him the nickname Bawra or mad one and it stuck fast since most people know him now as Gulshan Bawra.
This song has such energy and platonic passion, a bromance if you will, and it was rendered by Pran on screen with such enthusiasm for the character he played and the feelings the song alluded too. I really like listening to and watching this song. The listening is, of course, such a wonderful experience thanks to Manna Dey who does such justice to the Urdu words and the foot-tapping beats. An ode to friendship to celebrate the birth anniversary of Gulshan Bawra (12 April)! ~ R
Comments
Post a Comment