Ek pyaar ka nagma hain

Ek pyaar ka nagma hain, maujon ki ravaani hain
Ek pyaar ka nagma hain, maujon ki ravaani hain
Zindagi aur kuch bhi nahin teri meri kahaani hain
Ek pyaar ka nagma hain, maujon ki ravaani hain
Zindagi aur kuch bhi nahin teri meri kahaani hain
Ek pyaar ka nagma hain

Kuch paakar khona hain, kuch khokar paana hain
Jeevan ka matlab toh aana aur jaana hain
Do pal ke jeevan se ek umr churaani hain
Zindagi aur kuch bhi nahin teri meri kahaani hain
Ek pyaar ka nagma hain

Tu dhaar hain nadiya ki main tera kinara hoon
Tu mera sahara hain, main tera sahara hoon
Aankhon mein samandar hain aashaaon ka paani hain
Zindagi aur kuch bhi nahin teri meri kahaani hain
Ek pyaar ka nagma hain

Toofaan ko aana hain, aa kar chale jaana hain
Baadal hain yeh kuchh pal ka, chha kar dhal jaana hain
Parachhiyaan reh jaati, reh jaati nishaani hain
Zindagi aur kuch bhi nahin teri meri kahaani hain
Ek pyaar ka nagma hain, maujon ki ravaani hain
Zindagi aur kuch bhi nahin teri meri kahaani hain
Ek pyaar ka nagma hain

Movie: Shor (1972)
Director: Manoj Kumar
Singers: Lata Mangeshkar, Mukesh
Lyricist: Santosh Anand
Music Composer: Laxmikant Pyarelal


I am not a Manoj Kumar fan but in discovering the lyricists who contributed to Bollywood, when one stumbles upon Santosh Anand, it is difficult to miss his association with Manoj Kumar. Anand made his debut as a lyricist with Purab aur Paschim. He was also the lyricist for Shor, Kranti, and Roti Kapda aur Makaan. The last won him his first Filmfare Award for ‘Main na bhoolunga’. So, it is difficult to examine Anand’s work without looking at Manoj Kumar. 
This one I like because I like Nanda although I am not fond of the picturization, where one is constantly seeing double. I do like the idea of life being a ‘pyaar ka nagma’ though. Remembering Santosh Anand on his birth anniversary (5 March). ~ R

Comments