Tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hain

Jahaan bhi jaaun ye lagta hain, teri mehfil hain

Ye aasmaan ye badal ye raaste ye hawa
Ye aasmaan ye badal ye raaste ye hawa
Har ek cheez hain apni jagah thikane se
Kai dino se shikayat nahin zamane se
Ye zindagi hain safar tu safar ki manzil hain

Har ek phool kissi yaad sa mehakta hain
Har ek phool kissi yaad sa mehakta hain
Tere khayal se jagi hui fizaye hain
Ye sabz ped hain ya pyar ki duaae hain
Tu paas ho ki nahin phir bhi tu mukabil hain

Har ek shay hain mohabbat ke noor se roshan

Ye roshni jo na ho zindagi adhuri hain
Reh-e-wafa mein koi hamsafar zaruri hain
Ye rasta kahin tanha kate toh mushkil hain

Movie: Aap To Aise Na The (1980)
Director: Ambrish Sangal
Singer: Manhar Udhas
Lyricist: Nida Fazli
Music Composer: Usha Khanna
February 8 marks the fourth death anniversary of poet and lyricist Nida Fazli. Nida Fazli’s is a lovely story for our times, when people seem to find a particular community easy to hate and kill. When India was partitioned, his family decided to move to Pakistan. Nida Fazli chose to stay back and moved to Mumbai, going on to become a poet and lyricist of renown and eventually marrying a Hindu woman.

This is a lovely number that has three renditions in the movie, one by Manhar Udhas, one by Mohammad Rafi, and one by Hemlata. I like the Rafi version, which is a faster number, but I like the Manhar Udhas version, the softer one, even better. And the icing on the cake, the music is by a female composer. Anyway, here’s remembering the man who also gave us ‘Hoshwalon ko khabar kya’ in Sarfarosh. ~ R
Comments
Post a Comment