Jawaan hain mohabbat

Jawaan hain mohabbat, haseen hain zamaana
Lutaaya hain dil ne khushi ka khazaana
Jawaan hain mohabbat, haseen hain zamaana
Lutaaya hain dil ne khushi ka khazaana

Mohabbat kare, khush rahen muskuraaye
Khush rahen muskuraaye
Mohabbat kare, khush rahen muskuraaye
Khush rahen muskuraaye
Na soche hamein kya kahega zamaana
Kya kahega zamaana

Jawaan hain mohabbat, haseen hain zamaana
Lutaaya hain dil ne khushi ka khazaana

Abhi tak mujhe yaad hain woh kahaani
Yaad hain woh kahaani
Abhi tak mujhe yaad hain woh kahaani
Yaad hain woh kahaani
Na bhulega bachpan ka rangeen zamaana
Haan, rangeen zamaana

Jawaan hain mohabbat, haseen hain zamaana
Lutaaya hain dil ne khushi ka khazaana

Yahaan aankhon aankhon mein baatein hui hain
Yahaan aankhon aankhon mein baatein hui hain
Kissine na dekha, kissine na jaana
Haan, kissine na jaana

Jawaan hain mohabbat, haseen hain zamaana
Lutaaya hain dil ne khushi ka khazaana

Tum aye ke bachpan mera laut aaya
Laut aaya
Tum aye ke bachpan mera laut aaya
Laut aaya
Mila hain mujhe zindagi ka bahaana
Zindagi ka bahaana

Jawaan hain mohabbat, haseen hain zamaana
Lutaaya hain dil ne khushi ka khazaana

Movie: Anmol Ghadi (1946)
Director: Mehboob Khan
Singers: Noor Jehan
Lyricist: Tanvir Naqvi
Music Composer: Naushad


Noor Jehan was known as Malika-e-Tarannum. Unfortunately, for us in India, she moved to Pakistan soon after the Partition. Reportedly one of the most prolific singers of all time (she is believed to have sung 20,000 songs), she only acted and sung in a handful of films in India. So, there are very few songs of hers to choose from. But I like this one, where she has both sung and acted. That smile is so enchanting and her voice is equally captivating. 23rd December marks the anniversary of her death. May she always live on in her songs. ~ R

Comments