Lo shuru huyi iss baar,
Lo shuru huyi iss baar, hum mein tum mein takrar
Bas mere dil ka daag ho tum, kuch nahin gale ka har
Sunte ho? Tum nahin gale ka haar!
Achcha, main tere dil ka daag sahi,
Main tere dil ka daag sahi, par daag hoon pyaara pyaara
Bin daag na dega chand kabhi, thanda meetha ujiyara
Kanta naa laga ho
Kanta naa laga ho phool ke sath, toh phool hai bilkul kar
Toh phool hai bilkul kar, toh phool hai bilkul kar
Kya isi tarah ki hogi shuru, hum mein tum mein takrar
Hum mein tum mein takrar
Hum tum mein hamesha tani rahegi, kabhi na hoga mel
Haan, kabhi na hoga mel
Bhoole toh na honge
Bhoole toh na honge abhi tumhe, woh balakpan ke khel
Woh balakpan ke khel, woh balakpan ke khel
Is bar magar kuchh
Is bar magar kuchh aisi tanegi, lakh banaye nahi banegi
Mil kar bhi rahenge alag alag, jaise pani aur tel
Main jaake kahin chhup jaoonga
Aur pihu pihu pihu pihu pihu pihu ki bol ke boli, dil mein dard uthaoonga
Main dil kaa dard mitane, aur man ka meet manane
Jhat in charano mein aana giroongi, karke prem pukar
Arre wah, kya isi tarah ki hogi shuru, hum mein tum mein takrar
Hum mein tum mein takrar, hum mein tum mein takrar
Movie: Kashinath (1943)
Director: Nitin Bose
Singer(s): Asit Baran, Bela Mukherjee
Lyricist: Pandit Bhushan
Music Composer: Pankaj Mullick

Just the fact that I had to search high and low to find the lyrics and video of some songs make them precious to me. This song by Bela Mukherjee and Asit Baran is one of them. It is not particularly great compared to most other songs we have posted here.
This song is meant to remember Bela on her death anniversary (June 25). Most of us know her as the great musician Hemant Kumar’s wife. Rather unfortunate, because Hemant Kumar himself had said that when he married Bela (in 1945), she was more famous than him, following the success of her songs in Kashinath.
After their marriage, she sang very rarely and only under Hemant’s baton. Despite the sad occasion, I wanted to post a happy/fun song to celebrate her career. ~ S
Comments
Post a Comment