Aaja ab toh aaja

Aaja ab toh aaja, meri kismat ke khareedaar, ab toh aaja
Aaja ab toh aaja, meri kismat ke khareedaar, ab toh aaja
Aaja ab toh aaja, meri kismat ke khareedaar, ab toh aaja

Nilaam ho rahi hai, meri chaahat sar-e-bazaar, ab toh aaja
Aaja ab toh aaja, meri kismat ke khareedaar, ab toh aaja

Sab ne lagaayi boli, lalchaayi har nazar
Main teri ho chuki hoon, duniya hai bekhabar
Sab ne lagaayi boli, lalchaayi har nazar
Main teri ho chuki hoon, duniya hai bekhabar
Duniya hai bekhabar
Zaalim bade bhole hai, mere ye talabgaar, ab toh aajaa
Aaja ab toh aaja, meri kismat ke khareedaar, ab toh aaja
Hasrat bhari jawaani, yeh husn yeh shabaab
Rangeen dil ki mehfil, mere haseen khwaab
Hasrat bhari jawaani, yeh husn yeh shabaab
Rangeen dil ki mehfil, mere haseen khwaab
Mere haseen khwaab

Goya ki meri duniya, lootne ko hai taiyyar, ab toh aaja
Aaja ab toh aaja, meri kismat ke khareedaar,  ab toh aaja
Aaja ab toh aaja, meri kismat ke khareedaar,  ab toh aaja
Aaja…

Movie: Anarkali (1953)
Director: Nandlal Jaswantlal
Singers: Lata Mangeshkar
Lyricist: Shailendra
Music Composer: C. Ramchandra



Bina Rai was one of the top stars of the 1950s and 1960s. Originally from Mussoorie, she won a talent contest in Mumbai and was offered prize money and a leading role in Kishore Sahu's Kali Ghata in 1951. 
Although her performances in Taj Mahal, Ghunghat and Insaniyat were unforgettable, she will live in our memories as Anarkali. Her portrayal of Anarkali was quite different from that of Sulochana and Madhubala. 
We already posted the song Yeh zindagi usi ki hai from Anarkali. So, I am choosing this iconic song to commemorate Bina’s birthday, June 4. ~ S

Comments