Aaa...aaa..
Na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo

Ghamon ka daur bhi aaye toh muskura ke jiyo

Ghata mein chhup ke sitaaren fana nahin hote

Andheri raat ke...
Andheri raat ke dil mein diye jala ke jiyo

Na jaane kaun sa pal maut ki amaanat ho
Na jaane kaun sa pal maut ki amaanat ho
Har ek pal ki...
Har ek pal ki khushi ko gale laga ke jiyo

Ye zindagi kisi manzil pe ruk nahin sakti

Har ek makaam se...
Har ek makaam se aage kadam badha ke jiyo

Movie: Hamraaz (1967)
Director: B R Chopra
Singer: Mahendra Kapoor
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Music Composer: Ravi
I like this song because its lyrics is something I believe in and try hard to follow. No matter what comes my way, I try to face it with equanimity. I am not a great fan of Mahendra Kapoor but he has sung this song quite well. The dance in it is so choreographed and performed wonderfully. ~ S

Comments
Post a Comment