Suhana safar aur yeh mausam haseen
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Humein darr hain hum kho na jaaye kahin
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Ye kaun hansta hain phoolon mein chhupkar
Bahaar bechain hain kisski dhun par
Ye kaun hansta hain phoolon mein chhupkar
Bahaar bechain hain kisski dhun par
Kahin gungun, kahin runjhun, ke jaise naache zameen
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Humein darr hain hum kho na jaaye kahin
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Yeh gori nadiyon ka chalna uchhalakar
Ke jaise alhad chale pi se milkar
Yeh gori nadiyon ka chalna uchhalakar
Ke jaise alhad chale pi se milkar
Pyaare pyaare ye nazaare, nikhaar hain har kahin
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Humein darr hain hum kho na jaaye kahin
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Woh aasmaan jhuk raha hain zameen par
Woh aasmaan jhuk raha hain zameen par
Yeh milan humne dekha yahin par
Woh aasmaan jhuk raha hain zameen par
Yeh milan humne dekha yahin par
Meri duniya, mere sapne, milenge shaayad yahin
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Humein darr hain hum kho na jaaye kahin
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Movie: Madhumati (1958)
Director: Bimal Roy
Singers: Mukesh
Lyricist: Shailendra
Music Composer: Salil Chowdhury
Madhumati won Salil Chowdhury a Filmfare Award for music. So, to commemorate his birthday (19 November), I decided to feature a song from this movie. I love nearly all the songs of this movie, many of which have a lovely folksy tone and feature the village belle, Madhumati, portrayed by the beautiful Vyjayanthimala. This one is rather different, and it’s pictured on the city dweller who visits the village. Mukesh’s rendition has a lovely haunting quality to it. Happy birthday to Salil da and happy listening to us. ~ R

Comments
Post a Comment