Ae gulbadan, ae gulbadan
Phoolon ki mehak, kaanton ki chubhan
Tujhe dekh ke kehta hain mera mann
Kahin aaj kissi se mohabbat na ho jaaye
Kahin aaj kissi se mohabbat na ho jaaye
Ae gulbadan, ae gulbadan
Phoolon ki mehak, kaanton ki chubhan
Tujhe dekh ke kehta hain mera mann
Kahin aaj kissi se mohabbat na ho jaaye
Kahin aaj kissi se mohabbat na ho jaaye
Kya haseen mod par aa gayi zindagaani
Ke haqeeqat na ban jaaye meri kahaani
Kya haseen mod par aa gayi zindagaani
Ke haqeeqat na ban jaaye meri kahaani
Jab aahe bhare yeh thandi pawan, seene mein sulag uthti hain agan
Tujhe dekh ke kehta hain mera mann
Kahin aaj kissi se mohabbat na ho jaaye
Kahin aaj kissi se mohabbat na ho jaaye
Kya ajeeb rang mein saj rahi hain khudaai
Ke har cheez maalik ne sundar banaayi
Kya ajeeb rang mein saj rahi hain khudaai
Ke har cheez maalik ne sundar banaayi
Nadiya ka chamakta hain darpan, mukhda dekhe sapno ki dulhan
Tujhe dekh ke kehta hain mera mann
Kahin aaj kissi se mohabbat na ho jaaye
Kahin aaj kissi se mohabbat na ho jaaye
Main tumhi se yoon aankhen milaata chala hoon
Ke tumhi ko main tumse churaata chala hoon
Main tumhi se yoon aankhen milaata chala hoon
Ke tumhi ko main tumse churaata chala hoon
Mat poochh mera deewaanapann, aakash se oonchi dil ki udann
Tujhe dekh ke kehta hain mera mann
Kahin aaj kissi se mohabbat na ho jaaye
Kahin aaj kissi se mohabbat na ho jaaye
Ae gulbadan, ae gulbadan
Phoolon ki mehak, kaanton ki chubhan
Tujhe dekh ke kehta hain mera mann
Kahin aaj kissi se mohabbat na ho jaaye
Kahin aaj kissi se mohabbat na ho jaaye
Kahin aaj kissi se mohabbat na ho jaaye
Movie: Professor (1962)
Director: Lekh Tandon
Singers: Mohammad Rafi
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Music Composer: Shankar-Jaikishan
November 4 is the birthday of Jaikishan, who together with Shankar, made some great music in the 1960s. Professor was one of the nine films that won them Filmfare Awards for music composition. And, of course, there is Mohammad Rafi’s amazing rendition of this song that makes it among my favourite romantic melodies. ~ R

Comments
Post a Comment