Hum bekhudi mein tumko

Hum… chale gaye
Hum bekhudi mein tumko pukaare chale gaye
Hum…
Hum bekhudi mein tumko pukaare chale gaye
Saagar mein zindagi ko utaare chale gaye
Hum…

Dekha kiye tumhein hum banke deewaana
Dekha kiye tumhein hum banke deewaana
Utra jo nasha toh humne yeh jaana
Saare woh zindagi ke sahaare chale gaye
Hum bekhudi mein tumko pukaare chale gaye
Hum…

Tum toh na kaho, hum khud hi se khele
Tum toh na kaho, hum khud hi se khele
Doobey nahin hum hi yun nashe mein akele
Sheeshe mein apko bhi utaare chale gaye
Hum bekhudi mein tumko pukaare chale gaye
Saagar mein zindagi ko utaare chale gaye
Hum…

Movie: Kala Pani (1952)
Director: Raj Khosla
Singer: Mohammad Rafi
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: S D Burman


This is the second installment of my S D Burman commemoration. Slow, with ghungroo beats, and a Mohammed Rafi who sounds so wonderfully intoxicated and intoxicating. This is another S D Burman and Majrooh Sultanpuri combination like the previous S D Burman song I chose for earlier in the month, although it was not planned like that. Remembering Burman dada, Rafi sahab, and Majrooh Sultanpuri. ~ R

Comments