Jaaiye aap kahan jaayenge

Jaaiye aap kahan jaayenge
Yeh nazar laut ke phir aayegi
Yeh nazar laut ke phir aayegi
Door tak aap ke peechhe peechhe
Meri awaaz chali jaayegi
Jaaiye aap kahan jaayenge
Yeh nazar laut ke phir aayegi
Yeh nazar laut ke phir aayegi

Aap ko pyaar mera yaad jahaan aayega
Koi kaanta wahi daaman se lipat jaayega
Koi kaanta wahi daaman se lipat jaayega
Jaaiye aap kahan jaayenge
Yeh nazar laut ke phir aayegi
Yeh nazar laut ke phir aayegi

Jab uthhoge meri betaab nigaahon ki tarah
Rok legi koi daali meri baahon ki tarah
Rok legi koi daali meri baahon ki tarah
Jaaiye aap kahan jaayenge
Yeh nazar laut ke phir aayegi
Yeh nazar laut ke phir aayegi

Dekhiye chain milega na kahin dil ke siwa
Aap ka koi nahin, koi nahin, dil ke siwa
Aap ka koi nahin, koi nahin, dil ke siwa
Jaaiye aap kahan jaayenge
Yeh nazar laut ke phir aayegi
Yeh nazar laut ke phir aayegi
Door tak aap ke peechhe peechhe
Door tak aap ke peechhe peechhe
Meri awaaz chali jaayegi
Jaaiye aap kahan jaayenge
Yeh nazar laut ke phir aayegi
Yeh nazar laut ke phir aayegi

Movie: Mere Sanam (1965)
Director: Amar Kumar
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: O P Nayyar


It was Asha Bhosle’s birthday on September 8. With the body and range of work she has, it’s difficult to choose a song to truly represent her, and some of my Asha favorites are already up on the blog. So, I had to go looking for something. This is a lovely number, and I am surprised we managed to overlook it for so long. I cannot sing this song; the vocal acrobatics are far beyond me. But I can enjoy it, and I often do, on repeat. There is something so compelling in her voice! Happy belated birthday, Ashatai! ~ R


Comments