Na raja rahega, na rani rahegi...
Na raja rahega, na rani rahegi
Yeh duniya hai fani, fani rahegi
Na jab ek bhi zindgani rahegi
Toh maati sabhi ki kahaani kahegi
Toh maati sabhi ki kahaani kahegi
Dikhaayegi rana ke ran ki nishaani
Kahegi shivaji ke pran ki kahaani
Bataayegi muglon ki baatein anjaani
Us gaddar jaychand ki zindgaani
Woh aapas ki sab badgumaani kahegi
Yeh maati sabhi ki kahaani kahegi
Yeh maati sabhi ki kahaani kahegi
Jo the desh dushman gulaami ke raahi
Lage pherne is watan par syaahi
Videshon ki karne lage waah waahi
Gaya desh hathon se, aayi tabaahi
Yeh bhar bhar ke aankhon mein paani kahegi
Yeh maati sabhi ki kahaani kahegi
Yeh maati sabhi ki kahaani kahegi
Phir swatantra ka aisa sangram aaya
Ki har aadmi desh ke kam aaya
Ladi veer jhansi ki rani bhavaani
Hazaaron ne laakhon ne kauhar chalaaya
Yeh kurbaniyaan khud zubani kahegi
Yeh maati sabhi ki kahaani kahegi
Dialogue: "Woh swatantra sangram nahi, woh baghawat thi
Mutiny! "Yehi itihaas kehta hai, itihaas!
Jala do, jala do yeh itihaas jhoote tumhaare
Yahaan zarre zarre pe sach hai likha re
Zulam woh tumhaare sitam woh tumhaare
Karo yaad uff karnaame woh kaare
Ke pathar se aansoo ki dhaara bahegi
Yeh maati sabhi ki kahaani kahegi
Yeh maati sabhi ki kahaani kahegi
Yeh maati hai tabse na jab tum the aaye
Yeh maati rahegi naa jab tum rahoge
Is maati ke neeche dabi hai kathaayein
Yeh khud hi kahegi re tum kya kahoge
Zameen aasmaan thartharake rahegi
Yeh maati sabhi ki kahaani kahegi
Yeh maati sabhi ki kahaani kahegi
Movie: Navrang (1959)
Director: V. Shantaram
Singer: Mahendra Kapoor
Lyricist: Bharat Vyas
Music Composer: C. Ramchandra
Na raja rahega, na rani rahegi
Yeh duniya hai fani, fani rahegi
Na jab ek bhi zindgani rahegi
Toh maati sabhi ki kahaani kahegi
Toh maati sabhi ki kahaani kahegi
Dikhaayegi rana ke ran ki nishaani
Kahegi shivaji ke pran ki kahaani
Bataayegi muglon ki baatein anjaani
Us gaddar jaychand ki zindgaani
Woh aapas ki sab badgumaani kahegi
Yeh maati sabhi ki kahaani kahegi
Yeh maati sabhi ki kahaani kahegi
Jo the desh dushman gulaami ke raahi
Lage pherne is watan par syaahi
Videshon ki karne lage waah waahi
Gaya desh hathon se, aayi tabaahi
Yeh bhar bhar ke aankhon mein paani kahegi
Yeh maati sabhi ki kahaani kahegi
Yeh maati sabhi ki kahaani kahegi
Phir swatantra ka aisa sangram aaya
Ki har aadmi desh ke kam aaya
Ladi veer jhansi ki rani bhavaani
Hazaaron ne laakhon ne kauhar chalaaya
Yeh kurbaniyaan khud zubani kahegi
Yeh maati sabhi ki kahaani kahegi
Dialogue: "Woh swatantra sangram nahi, woh baghawat thi
Mutiny! "Yehi itihaas kehta hai, itihaas!
Jala do, jala do yeh itihaas jhoote tumhaare
Yahaan zarre zarre pe sach hai likha re
Zulam woh tumhaare sitam woh tumhaare
Karo yaad uff karnaame woh kaare
Ke pathar se aansoo ki dhaara bahegi
Yeh maati sabhi ki kahaani kahegi
Yeh maati sabhi ki kahaani kahegi
Yeh maati hai tabse na jab tum the aaye
Yeh maati rahegi naa jab tum rahoge
Is maati ke neeche dabi hai kathaayein
Yeh khud hi kahegi re tum kya kahoge
Zameen aasmaan thartharake rahegi
Yeh maati sabhi ki kahaani kahegi
Yeh maati sabhi ki kahaani kahegi
Movie: Navrang (1959)
Director: V. Shantaram
Singer: Mahendra Kapoor
Lyricist: Bharat Vyas
Music Composer: C. Ramchandra
August 15 is coming up. Rather than a ‘patriotic’ song for the occasion, I wanted to put this up because it cautions us: “Yeh maati sabhi ki kahani kahegi”. So watch out! However much we hide something or try to whitewash it, the truth about it is registered somewhere: “Is maati ke neeche dabi hain kathaayein”. You may not believe in God, but don’t disregard forensic geology! ~ S
Comments
Post a Comment