Dikhaayi diye yun ke bekhud kiya

Dikhaayi diye yun ke bekhud kiya
Dikhaayi diye yun ke bekhud kiya
Humein aap se bhi juda kar chale
Dikhaayi diye yun ke bekhud kiya
Dikhaayi diye yun…

Jabeen sajda karte hi karte gayi
Jabeen sajda karte hi karte gayi
Huq-e-bandgi hum ada kar chale
Dikhaayi diye yun ke bekhud kiya
Humein aap se bhi juda kar chale
Dikhaayi diye yun…

Parastish kiya tak ki ay buth tujhe
Parastish kiya tak ki ay buth tujhe
Nazar mein sabhon ki khuda kar chale
Dikhaayi diye yun ke bekhud kiya
Humein aap se bhi juda kar chale
Dikhaayi diye yun…

Bahut aarzoo thi gali ki teri
Bahut aarzoo thi gali ki teri
So yaas-e-lahoo mein naha kar chale
Dikhaayi diye yun ke bekhud kiya
Humein aap se bhi juda kar chale
Dikhaayi diye yun ke bekhud kiya
Dikhaayi diye yun…

Movie: Bazaar (1982)
Director: Sagar Sarhadi
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist: Mir Taqi Mir
Music Composer: Khayyam


I am struggling to express why I like this song. I keep humming it. Neither have I seen the movie nor do I know the circumstances of the song.  At the risk of repeating myself, I love the lyrics. ~ S

Comments