Naino mein badra chhaaye,
Bijli si chamke haaye
Aise mein balam mohe garwa laga le
Naino mein badra chhaaye,
Bijli si chamke haaye
Aise mein balam mohe garwa laga le
Naino mein badra chhaaye
Madira mein doobi ankhiyaan,
Chanchal hain dono sakhiyaan
Madira mein doobi
Madira mein doobi ankhiyaan,
Chanchal hain dono sakhiyaan
Jhalti rahengi tohe,
Palkon ki pyaari pakhiyaan
Sharma ke dengi tohe madira ke pyaale
Naino mein badra chhaaye,
Bijli si chamke haaye
Aise mein balam mohe garwa laga le
Naino mein badra chhaaye
Aa..aa...aa...aa
Prem diwaani hoon main,
Sapno ki raani hoon main
Prem diwaani
Prem diwaani hoon main,
Sapno ki raani hoon main
Pichhle janam se teri
Prem kahaani hoon main
Aa is janam mein bhi tu apna bana le
Naino mein badra chhaaye,
Bijli si chamke haaye
Aise mein balam mohe garwa laga le
Naino mein badra chhaaye
Aa..aa...aa...aa
Aa..aa...
Movie: Mera Saya (1966)
Director: Raj Khosla
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist: Raja Mehdi Ali Khan
Music Director: Madan Mohan
Although I know it is not very well-made, I like this film, probably because of the wonderful songs. Lata Mangeshkar’s voice at its melodious best. Handsome Sunil Dutt and elegant Sadhana. To quote R, what’s not to like? ~ S
Bijli si chamke haaye
Aise mein balam mohe garwa laga le
Naino mein badra chhaaye,
Bijli si chamke haaye
Aise mein balam mohe garwa laga le
Naino mein badra chhaaye
Madira mein doobi ankhiyaan,
Chanchal hain dono sakhiyaan
Madira mein doobi
Madira mein doobi ankhiyaan,
Chanchal hain dono sakhiyaan
Jhalti rahengi tohe,
Palkon ki pyaari pakhiyaan
Sharma ke dengi tohe madira ke pyaale
Naino mein badra chhaaye,
Bijli si chamke haaye
Aise mein balam mohe garwa laga le
Naino mein badra chhaaye
Aa..aa...aa...aa
Prem diwaani hoon main,
Sapno ki raani hoon main
Prem diwaani
Prem diwaani hoon main,
Sapno ki raani hoon main
Pichhle janam se teri
Prem kahaani hoon main
Aa is janam mein bhi tu apna bana le
Naino mein badra chhaaye,
Bijli si chamke haaye
Aise mein balam mohe garwa laga le
Naino mein badra chhaaye
Aa..aa...aa...aa
Aa..aa...
Movie: Mera Saya (1966)
Director: Raj Khosla
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist: Raja Mehdi Ali Khan
Music Director: Madan Mohan
Although I know it is not very well-made, I like this film, probably because of the wonderful songs. Lata Mangeshkar’s voice at its melodious best. Handsome Sunil Dutt and elegant Sadhana. To quote R, what’s not to like? ~ S
Comments
Post a Comment