Tu pyaar ka saagar hai
Tu pyaar ka saagar hai, teri ek boond ke pyaase hum
Teri ek boond ke pyaase hum
Lauta jo diya tune, Lauta jo diya tune,
Chale jaayenge jahaan se hum, chale jaayenge jahaan se hum
Tu pyaar ka saagar hai,

Ghaayal mann ka paagal panchhi udne ko bekaraar
Udne ko bekaraar
Pankh hain komal, aankh hain dhundli, jaana hain saagar paar
Jaana hain saagar paar
Ab tu hi isse samjha, ab tu hi isse samjha,
Raah bhule the kahaan se hum, raah bhule the kahaan se hum
Tu pyaar ka saagar hai
Teri ek boond ke pyaase hum, teri ek boond ke pyaase hum
Tu pyaar ka saagar hai
Idhar jhum ke gaaye zindagi, udhar hai maut khadi
Udhar hai maut khadi
Koi kya jaane kahaan hain seema, uljhan aan padi
Uljhan aan padi
Kaanon mein zara keh de, kaanon mein zara keh de,
Ki aayein kaun disha se hum, ki aayein kaun disha se hum

Tu pyaar ka saagar hai, tu pyaar ka saagar hai
Movie: Seema (1955)
Director: Amiya Chakravarty
Singers: Manna Dey
Lyricist: Shailendra
Music Composer: Shankar Jaikishan
Balraj Sahni’s birthday on May 1—that’s what I am commemorating with this song. That Nutan happens to be one of my favourite actresses and is wonderful in this movie might also have a little something to do with this choice. Balraj Sahni is believable as a compassionate man trying to do right by girls and women betrayed by society. And Manna Dey’s voice seems to fit him perfectly in this lovely song. ~ R

Comments
Post a Comment