Saare ke saare ga ma ko lekar gaate chale

Papa nahin hai, dhaani si didi, didi ke saath hain saare

Sa se nikle roz sawera, door kare andhiyaara
Re se reshami kiranon ne khoob kiya ujiyaara

Sooraj ki roshan kiranon pe saare gaate chale
Papa nahin hai, dhaani si didi, didi ke saath hain saare

Ga se gun gun ga ga ga
Ma se maddham ma ma ma
Pa se ek pujaari

Sa saare ga gamapa pamaga gamapa pamare ma ga
Sa saare ga gamapa pamaga gamapa pamare ga sa

Ga se gun gun karta hai ghoome kyaari kyaari
Ma se meethhe bolon mein, pa se ek pujaari

Bhanwre ke jaise phoolon pe saare gaate chale
Papa nahin hai, dhaani si didi, didi ke saath hain saare

Dha ma dha pa ga pa

Dha se dhoop sunahari hai ye ni nashili laage
Sargam ho gayi poori ab kya hoga age

Sa saare ga gama papa maga mapa dha dha pa ma pa dha ni ni sa pa
Sa saare ga gama papa maga mapa dha dha pa ma pa dha ni ni sa pa sa

Sargam ke saathi sargam ki dhun par gaate chale
Sargam ke saathi sargam ki dhun par gaate chale
Papa nahin hai, dhaani si didi, didi ke saath hain saare

Saare ke saare ga ma ko lekar gaate chale, gaate chale

Movie: Parichay (1972)
Director: Gulzaar
Singers: Kishore Kumar, Asha Bhosle
Lyricist: Gulzaar
Music Composer: RD Burman

There are so many wonderful songs in this movie. We have already featured one (Musafir Hoon Yaaron). I like this song because it captures the innocence of childhood; it talks of being orphans without any of the moroseness usually associated with it. ~ S

Comments