Koi hota jisko apna, hum apna keh letey yaaron
Paas nahin toh door hi hota, lekin koi mera apna

Ankhon mein neend na hoti, ansoo hi tairatey rahtey
Khwaabon mein jaagtey hum raat bhar

Koi toh gham apnaata, koi toh saathi hota

Bhula hua koi vaada, beeti hui kuchh yaadein
Tanhaai dohraati hain raat bhar

Koi dilaasa hota, koi toh apna hota

Movie: Mere Apne (1971)
Director: Gulzar
Singers: Kishore Kumar
Lyricist: Gulzar
Music Composer: Salil Chowdhury
It’s a reminder of how fast time flies. It’s already a year since Vinod Khanna passed away. I stubbornly refuse to remember the frail being whose pictures were disrespectfully circulated when he was ill. Instead, his songs bring to mind this tall, broad-shouldered, handsome gent, full of vigour and maybe a little mischief. On his first death anniversary (27 April), in memory of the debonair Vinod Khanna, a song soulfully rendered by Kishore Kumar. ~ R

Comments
Post a Comment