Jalte hain jiske liye, teri aankhon ke diye
Dhundh laya hoon woh hi geet main tere liye
Jalte hain jiske liye

Dard banke jo mere dil mein raha, dhal na saka
Jaadu banke teri aankhon mein ruka, chal na saka

Aaj laaya hoon woh hi geet main tere liye
Jalte hain jiske liye
Dil mein rakh lena isse, haathon se ye chhute na kahin
Geet naazuk hain mera, sheeshe se bhi, toote na kahin

Gungunaunga yehi geet main tere liye
Jalte hain jiske liye
Jab talak na yeh tere rass ke bhare hothhon se miley
Yun hi awaara phirega ye, teri zulfon ke taley

Gaaye jaaunga yehi geet main tere liye

Movie: Sujata (1959)
Director: Bimal Roy
Singers: Talat Mahmood
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: S D Burman
Talat Mahmood does not rank among my favourite singers. That is probably because I haven’t heard too many of his songs. In fact, the first time I heard of him was when I looked up the singer of this particular song, which is a favourite. I love the words, the picturisation, the music. It was Talat Mahmood’s birth anniversary on February 24. In his memory, I am going to find a quiet corner of the house, close my eyes and enjoy this. ~ R

Comments
Post a Comment