Raat ke hamsafar thak ke ghar ko chale
Jhoomti aa rahi hai subah pyar ki
Dekh kar samne roop ki roshni
Phir luti jaa rahi hai subah pyar ki
Sonevaalon ko hans kar jagaana bhi hai
Raat ke jaagton ko sulaana bhi hai
Deti hai jaagne ki sada saath hi
Deti hai jaagne ki sada saath hi
Loriyaan gaa rahi hai subah pyaar ki
Raat ke hamsafar thak ke ghar ko chale
Jhoomti aa rahi hai subah pyar ki
Dekh kar samne roop ki roshni
Phir luti ja rahi hai subah pyar ki
Raat ne pyaar ke jaam bharkar diye
Ankhon ankhon se jo maine tumne piye
Hosh toh ab talaq jaake laute nahi
Hosh toh ab talaq jaake laute nahi
Aur kya laa rahi hai subah pyaar ki
Janey kya laa rahi hai subah pyaar ki
Raat ke hamsafar thak ke ghar ko chale
Jhoomti aa rahi hai subah pyar ki
Dekh kar samne roop ki roshni
Phir luti ja rahi hai subah pyar ki
Kya kya vaade hue kisne khaayi kasam
Is nayi raah par humne rakhe kadam
Chup saka pyaar kab hum chupaaye toh kya
Chup saka pyaar kab hum chupaye toh kya
Sab samaj paa rahi hai subah pyaar ki
Raat ke hamsafar thak ke ghar ko chale
Jhumti aa rahi hai subah pyaar ki
Pyaar ki
Pyaar ki
Pyaar ki
Movie: An Evening In Paris (1967)
Director: Shakti Samanta
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Shailendra
Music Composer: Shankar Jaikishan
Once again, a song I love because of its lyrics. I firmly believe that certain expressions cannot be translated from their original language without their beauty being lost. This song is full of such expressions. Besides, the dreamy music and the picturisation make this unmistakably a 'raat' song. ~ S
Jhoomti aa rahi hai subah pyar ki
Dekh kar samne roop ki roshni
Phir luti jaa rahi hai subah pyar ki
Sonevaalon ko hans kar jagaana bhi hai
Raat ke jaagton ko sulaana bhi hai
Deti hai jaagne ki sada saath hi
Deti hai jaagne ki sada saath hi
Loriyaan gaa rahi hai subah pyaar ki
Raat ke hamsafar thak ke ghar ko chale
Jhoomti aa rahi hai subah pyar ki
Dekh kar samne roop ki roshni
Phir luti ja rahi hai subah pyar ki
Raat ne pyaar ke jaam bharkar diye
Ankhon ankhon se jo maine tumne piye
Hosh toh ab talaq jaake laute nahi
Hosh toh ab talaq jaake laute nahi
Aur kya laa rahi hai subah pyaar ki
Janey kya laa rahi hai subah pyaar ki
Raat ke hamsafar thak ke ghar ko chale
Jhoomti aa rahi hai subah pyar ki
Dekh kar samne roop ki roshni
Phir luti ja rahi hai subah pyar ki
Kya kya vaade hue kisne khaayi kasam
Is nayi raah par humne rakhe kadam
Chup saka pyaar kab hum chupaaye toh kya
Chup saka pyaar kab hum chupaye toh kya
Sab samaj paa rahi hai subah pyaar ki
Raat ke hamsafar thak ke ghar ko chale
Jhumti aa rahi hai subah pyaar ki
Pyaar ki
Pyaar ki
Pyaar ki
Movie: An Evening In Paris (1967)
Director: Shakti Samanta
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Shailendra
Music Composer: Shankar Jaikishan
Once again, a song I love because of its lyrics. I firmly believe that certain expressions cannot be translated from their original language without their beauty being lost. This song is full of such expressions. Besides, the dreamy music and the picturisation make this unmistakably a 'raat' song. ~ S
Comments
Post a Comment