Na tum humein jaano

Hmmm…
Magar lagta hain kuchh aisa… hmmm… mil gaya

Na tum humein jaano, na hum tumhein jaane
Magar lagta hain kuchh aisa, mera humdum mil gaya

Yeh mausam yeh raat chupp hain
Woh hothhon ki baat chupp hain
Khaamoshi sunaane lagi hain daastaan
Yeh mausam yeh raat chup hain
Woh hothhon ki baat chup hain
Khaamoshi sunaane lagi hain daastaan
Nazar bann gayi hain dil ki zabaan

Na tum humein jaano, na hum tumhein jaane
Magar lagta hain kuchh aisa, mera humdum mil gaya

Mohabbat ke mod pe hum
Mile sabko chhodke hum
Dhadakte dilon ka leke yeh karvaan
Mohabbat ke mod pe hum
Mile sabko chhodke hum
Dhadakte dilon ka leke yeh karvaan
Chale aaj dono jaane kahaan

Na tum humein jaano, na hum tumhein jaane
Magar lagta hain kuchh aisa, mera humdum mil gaya


Movie: Baat Ek Raat Ki (1962)

Director: Shankar Mukherjee

Singers: Hemant Kumar and Suman Kalyanpur

Lyricist: Majrooh Sultanpuri

Music Composer: S D Burman



February 3 is Waheeda Rehman’s birthday. A beautiful actress who has aged gracefully. I still smile when I see her on TV or in the papers. This is actually a favourite Hemant Kumar number for me, but it does start with a shot of Waheeda Rehman a la ‘Chaudvin ka chand’, so I thought it would be great for her birthday. ~ R

Comments