Aise toh na dekho

Aise toh na dekho, ke humko nasha ho jaaye
Aise toh na dekho,
Khubsoorat si koi humse khata ho jaaye
Khubsoorat si koi humse khata ho jaaye
Aise toh na dekho

Tum humein roko phir bhi hum na rukey
Tum kaho kaafir phir bhi aise jhukey
Kadam-e-naaz pe ikk sajda ada ho jaaye
Aise toh na dekho, ke humko nasha ho jaaye
Khubsoorat si koi humse khata ho jaaye
Aise toh na dekho

Yun na ho aankhen rahein kaajal ghuley
Badh ke bekhudi haseen kesu kholen
Khul ke phir zulfein siyaah kaali bala ho jaaye
Aise toh na dekho, ke humko nasha ho jaaye
Khubsoorat si koi humse khata ho jaaye
Aise toh na dekho

Hum toh masti mein jaane kya kya kahey
Lab-e-naazuk se aisa na ho tumhein
Bekaraari ka gila hum se siwa ho jaaye
Aise toh na dekho, ke humko nasha ho jaaye
Khubsoorat si koi humse khata ho jaaye
Aise toh na dekho


Movie: Teen Devian (1965)

Director: Amarjeet

Singers: Mohammed Rafi

Lyricist: Majrooh Sultanpuri

Music Composer: S D Burman




Majrooh Sultanpuri’s lyrics give credence to Dev Anand’s role as a poet in this films. What lovely lines and so beautifully and soulfully rendered by Rafi. I can imagine a lovely Nanda falling in love. Why this song? I love listening to it, and it was Nanda’s birthday on January 8. Enjoy! ~ R

Comments