Oh re taal mile nadi ke jal mein

Oh ha heyre heyre heyre
Oh ha heyre heyre heyre
Oh ha heyre heyre heyre
Oh ha heyre heyre heyre

Oh ha
Hmm hmm

Oh re taal mile nadi ke jal mein
Nadi mile saagar mein
Saagar mile kaun se jal mein
Koyi jaane naa
Oh re taal mile nadi ke jal mein
Nadi mile saagar mein
Saagar mile kaun se jal mein
Koyi jaane naa
Oh re taal mile nadi ke jal mein

Sooraj ko dharti tarse
Dharti ko chandrama
Dharti ko chandrama
Paani mein seep jaise pyaasi har aatma
Pyaasi har aatma
O mitwa re
Paani mein seep jaise pyaasi har aatma
Boond chhupi kis baadal mein
Koyi jaane naa
Oh re taal mile nadi ke jal mein
Nadi mile saagar mein
Saagar mile kaun se jal mein
Koyi jaane naa
Oh re taal mile nadi ke jal mein

Anjaane honthon par tu
Pehchaane geet hain
Pehchaane geet hain
Kal tak jo begaane the janmon ke meet hain
Janmon ke meet hain
O mitwa re
Kal tak jo begaane the
Janmon ke meet hain
Kya hoga kaun se pal mein
Koyi jaane naa
Oh re taal mile nadi ke jal mein
Nadi mile saagar mein
Saagar mile kaun se jal mein
Koyi jaane naa
Oh re taal mile nadi ke jal mein

Oh ha heyre heyre heyre
Oh ha heyre heyre heyre
Oh ha heyre heyre heyre
Oh ha heyre heyre heyre

Movie: Anokhi Raat (1968)

Director: Asit Sen

Singer: Mukesh

Lyricist: Indeewar

Lyricist: Roshan



I like this song because it has Sanjeev Kumar and a village scene. I chose it this week probably because I was feeling maudlin after one of my close relatives died. I was wondering about life and thinking along the lines koyi jaane na… ~ S 

Comments