Na jaane kyun

Na jaane kyun, hota hain yeh zindagi ke saath
Achanak ye mann, kisi ke jaane ke baad,
Kare phir uski yaad, chhoti chhoti si baat
Na jaane kyun

Woh anjaan pal, dhal gaye kal,
Aaj woh, rang badal badal, mann ko machal machal
Rahen hain chhal, na jaane kyun,
Woh anjaan pal, dhal gaye kal,
Aaj woh, rang badal badal, mann ko machal machal
Rahen hain chhal, na jaane kyun, woh anjaan pal
Saajje bina mere nainon mein, toote re hai re sapnon ke mahal

Na jaane kyun, hota hain yeh zindagi ke saath
Achanak ye mann, kisi ke jaane ke baad,
Kare phir uski yaad, chhoti chhoti si baat
Na jaane kyun

Wohi hain dagar, wohi hain safar,
Hain nahin saath mere magar, ab mera hamsafar
Idhar udhar dhoonde nazar,
Wohi hain dagar, wohi hain safar,
Hain nahin saath mere magar, ab mera hamsafar
Idhar udhar dhoonde nazar, wohi hain dagar
Kahan gayi shaamen madbhari woh mere, mere woh din gaye kidhar

Na jaane kyun, hota hain yeh zindagi ke saath
Achanak ye mann, kisi ke jaane ke baad,
Kare phir uski yaad, chhoti chhoti si baat
Na jaane kyun

Movie: Chhoti Si Baat (1976)

Director: Basu Chatterjee

Singers: Lata Mangeshkar

Lyricist: Yogesh

Music Composer: Salil Chowdhury



It’s Vidya Sinha’s birthday on the 15th of November and Amol Palekar’s on the 24th. So, this seemed like the perfect choice. I think that Amol Palekar and Vidya Sinha make quite an adorable pair and of course, a believable, non-glamorous one. So, I really like the actors and enjoyed the acting in this movie and of course, its songs. This song, in particular, is one of my favourites and I quite enjoy both the lyrics and the rendition. ~ R

Comments